Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,
    Assalamu alaikum ji janab main ummid karta hun aap all member khairiyat se honge main bhi khairiyat se hun main yah kahta hun agar hum forex mein mistake se bachana chahte Hain to es ka best or behtarin hal batadain take hum es sy mahfooz rahain,or ek kamyab trader bankar dikhayen, thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

    Pyare bhai Forex trading Mein Hamesha aap Agar Sabar ke sath kam Karenge aur jaldbaji Nahin Karenge to Inshallah aapko mistake Nahin Hogi aur aapko chahie Kar Jab aap trade open karen to pahle market analyse Jarur Karen Taki aapko accha profit Hasil ho sake.
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

      Assalamu alaikum my dear members mistake se bachne ka Asan Tarika yah hai ki Ham Jyada earning Karen Apna time Forex ko Den To Ham mistake se Bach sakte hain Apne jo bhi teachers Hain Apne senior se unko follow karna chahie aur apni Jo mistakes Hoti Hai Doston Se share karna chahie Taki Aage jakar unko koi aisa Mantra Na Ho Is Tarah Se Ham dusron Ko Bhi mistake se bacha Sarkar Apne mistakes ko bhi recover kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

        Ji han main apki baat say agree karta hun forex main ager kamiybi hasil karni hai to mistake say proper bachna hoga is is ka asan hal ye hai kay apko chiye kay kaafi soch samjh kay sat trading karyn or kab ap dekhyn kay achi trading or mussab profit hasil ho raha hai to apko chiye kay forex main lot size ka musab istmal karyn or jitni ziyada ho saky ys kay hisab kaam trade he ik waqt main lagyn to behter hai
        • #5 Collapse

          Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

          Dear friend mistake Se Bachana Chahte Hain To practice Karen Apna trading skill banaen practice ko.zaidaa time diyaa jaiyy..
          • #6 Collapse

            Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

            dear forex member ap bach sakte han mistakes se lkin us kilye ap ko aik kam krna pare ga wo hy hamsha jb bhe wrok kryn sadr ke sath krynkbi jaldi bzi na kryn tb ap zror kamyab ho skte han mistakes ke bari wja bhe yhe hy ham khte han jaldi jaldi work kr lein jb ke thora work kryn likn acha kryn
            • #7 Collapse

              Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zia786 پيغام ديکھيے
              Assalamu alaikum ji janab main ummid karta hun aap all member khairiyat se honge main bhi khairiyat se hun main yah kahta hun agar hum forex mein mistake se bachana chahte Hain to es ka best or behtarin hal batadain take hum es sy mahfooz rahain,or ek kamyab trader bankar dikhayen, thanks
              Agar aap trading karte hue mistake Se Bachana Chahte Hain To aap Hamesha proper planning aur analysis Karke trading Karen jitni acche aapke planning Ho Rahane analyses Honge aap itni acchi trading kar Sakenge aur risk ko avoid Karenge
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

                Dear members trading main agr mistakes se bchna ha aur ap chahty hn k ap Achi trading kren tOu ap kO demO account use krna Hoga agr HM daily basis pa demO account use kren Gy tOu HM apna account mistakes se bcha skty hn aur ismain trading KR k Achi earning krskty hn isliy demO account is a best plateform jis pa HM trade krny se Achi prOfit gain krskty hn
                • #9 Collapse

                  Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

                  Lalach hi ik mistake hay agr apko forum mai kamyabi Chahye dilo jan se mehnat or time dena hoga pehly sary detail dekhne hongy senior se masgwera lena hoga ta k koi b kam kren sath ye pta ho k ap kya kr rhy hy tabi ap ik kamyab trader ban skty hain
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

                    Aoa mistake to hr koi krta hi hai zindagi mai but bachny ka wahid hal care mehnat or knowledge hai humein experince se kaam lena chahye
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

                      Mistake se kabhi bhi nahin bacha Ja sakta Kyunki mistakes Insan ke andar hoti hai aur yah built-in hoti hai jo mistake Sare Insan Se Hoti Hai Aur mistakes Se Hi learning hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

                        kaam ki traf poori tawajo laga ker or mehnat say kerna or us kaam main zati dilchaspi bhi shamil honi chahiye is terha members mistakes say bach sktay hain or apny kaam say full benefits lay sktay hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

                          Pali Main To aapko Hamesha Yahi suggest Karunga ki Jab Bhi Aap Yahan per investment Karte Hain Koi entry Lagate Hain To aapko sabse pahle Yahan per Jo Ek sabse Jyada important kam karna hota hai vah yahan per stop loss Lagana hota hai stop loss aapke account ko Kafi Jyada important Deta Hai export provide karta hai aapko Aane wali news se Kafi Jyada sport provide karta hai aur aapko nuksan Nahin hone deta kabhi bhi yahan se
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

                            asslam o alikumdear friend, mistake sy buchny ka aasan tarika ye hy k ham trade lgany sy pehly ik bar markeet ki position dekh len aur apni kisi senior member sy discuss kr len ta k ham ghalti sy buch saken
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistake se bachchan ka aasan HAL batain,

                              1) hamesha trading fresh mind k sath krain
                              2)koshish krain k trading krtay waqat lot ka size chota rakhain q k jitna chota lot size hoga utna kam nuqsaan k chance hain
                              3)hamesha un mulkon ki currency k baray me bakhabar rhain jin par ap trading kr rhe hain
                              4)jald baazi me koi bhi trading kbhi bhi na krain kindly
                              (thanks)

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X