foerx trading main analysis ki importance?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    foerx trading main analysis ki importance?
    dear friends forex trading main market ko analysis krnaa bht zroori hotaa hai bina market ko smjhy trade kry gay to kabhi kamyaab nehi ho skay gay kisi pe depenf rehny ki bajaye khud analysis kry aur phir trading kry
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: foerx trading main analysis ki importance?

    Forex trading ke andar analysis ki bahut Ziada ahmiyat hoti hai Kyunki koi bhi trade karte waqt aapko sabse pahle use pair ka yah use metal ka message karna hota hai ki yah chij profit Mein ja rahi hai ya last Mein ja rahi hai agar tu Hua last Mein Ja Rahi Hai To fir aapko sabse pahle demo account per usko check kar lena chahie
    • #3 Collapse

      Re: foerx trading main analysis ki importance?

      Forex trading main analysis ki base per he to ap achy say earn kar sakty hain without analysis ap kabhi achi trading nahi kar sakty bain apko chiye kay forex main jitni behter time per analysis karty utna he profit kay chances ziyada hoty hain apko chiye kay forex main analyses ko ziyada say zoyada importance dayn or market ko learn karyn gye to faida hoga
      • #4 Collapse

        Re: foerx trading main analysis ki importance?

        Ji han doston Jab aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko chahie ki Jyada Se Jyada mehnat Karen Soch samajhkar trade Karen aur ek acha trade karte hue Ek acha profit profit Hasil karne ki koshish karen doston aap trading Mein mehnat Hi aapko Ek Achcha trader banati hai aur aap ek Kamyab trade Karke Ek Achcha profit Hasil karne Ke Kabil Ban Jaate Hain doston isliye Hamesha Sabar ke sath kam Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Jyada Se Jyada time Forex trading co Din.
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: foerx trading main analysis ki importance?

          Dear friend analysis Karenge to hi market ki moment ko Samajh Kar acchi intry Laga Sakenge...
          • #6 Collapse

            Re: foerx trading main analysis ki importance?

            dear friend forex market main analeses karny ki bohot impotanse hy hamen as main market ko samghna chahye aur as say hum ak bahteren knowlldge hasel kar sakty hain as leye ap ko chahye k forex main analeses karna sekhen aur as say achi earning hasel karen
            • #7 Collapse

              Re: foerx trading main analysis ki importance?

              Assalamu Alaikum dear members Forex Mein analysing ki bahut jyada important se Hamen chahie ke Ham acchi Tarah analyse Karen market ko samjhaie market ko Samajh Kar kam karte hain karte hue Insan kabhi bhi loss nahin karta Apna isliye Hamen market ko Chitra analyse karna chahie Agar Hamen loss Se Bachana Hai To
              • #8 Collapse

                Re: foerx trading main analysis ki importance?

                Analyses hi forex mai eik trader ko kamyab kerta hai ager humy markete k analyse ka itna idea nhe hai to bhi preshan hony ki bilkul bhi zarorat nhe hai kiun k is k liye bhi seniors se rabta kia ja sakta hai r wo behter way mai humy analyse k kerna sikha sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: foerx trading main analysis ki importance?

                  Ji janab aapane bahut hi acche se baat ki hai forex mein analysis bahut hi important hai forex mein confidence jaruri hai isliye confidence ke sath trading Karen aur soch samajh ke Karan
                  • #10 Collapse

                    Re: foerx trading main analysis ki importance?

                    Forex trading main analysis ka mtlab un news k baray me information ha jo k kisi bhi country ki currency rate ko up ya down kar skti hain. Q k hamari trading sari currency par hoti hai . Agar hum chahtay hain k humain trading me koi loss na ho to humain in news se bakhabar rehna hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: foerx trading main analysis ki importance?

                      Forex main trading k liy Analysis bht important chez ha agr HM ye nai krty tOu HM Forex main trading kO successful nai bna skty becOz trading main HM successful tb hOty hn jb HM isko Analysis kren aur ismain Soch smjh k trading kren Analysis hamry liy bht zrOri ha aur iskO dakhty huy HM trading behtr krskty hn becOz market ki movement kO Analyse kiy bghrr trading Possible nai ha
                      • #12 Collapse

                        Re: foerx trading main analysis ki importance?

                        Forex trading Mein analysis ki bahut jyada important Hoti Hai Sabko chahie ki aap Forex Mein jitni jyada ho sake na change Karen aur acchi quality ke analysis Karen aur technical analysis Jarur Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: foerx trading main analysis ki importance?

                          G bhai ap na bilkul thek kaha hy firex forum pa trading ka analysis karna chiay aur inko experince and knowledfe hiba chiay jab yeh dino cheezin ho ge to pher profit kama lain gy
                          • #14 Collapse

                            Re: foerx trading main analysis ki importance?

                            han billkul forex par analysis wagra ko boht hi zada importances wagra hasal ha ku ka ham log bgr analysis ka koi be rade wgar open nai kar skahta ha agr ham log open karta be ha to ham logo ka trade kabhi be profoit ma nai jata ha is liya ham logo ko chayia ka ham log har rade wgara sa peha ham log zada sa zada analysis wgara kar laiya aur us ka bad hi koi be trade wgara open kaarya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: foerx trading main analysis ki importance?

                              analysis bahut he zayada zarori hota hae analysis se hamen yeh pata chal jata hae ke yeh khas pair itna down aye ga ya up jae ga phir isi hissab se hum is main trading karte hain is se yeh hota hae ke hamen loss nhe hota hae agar hum risk lena cahen to wo bhe le sakte hain to analysis ke bahut faide hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X