sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain
    bilkul aik trader mai jab yeh sabar or himmat wale qualities hon to yeh quaities mushkil waqt main us ke bahut kam ate hain yani jab trades loss ho jae ya account wash ho jae to yeh bahut kam ate han to isi liye us trader ka moral kabhe down nhe hota hae to hamen bhe is main himmat se kam he karna cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

    Dear brother forex trading men critical situation uss waqt hoti hey jab trade musalsal loss men chalti hey aur uss waqt sabr aur bardasht hi help karti hey kiun k sabr karnay se faida hota hey trader loss se wapis aa kar profit bhi dey jati hey aur sabr ka phal zaroor milta hey
    • #3 Collapse

      Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

      Ager ap kay under kaafi ziyada saber hai to apko iska bahot faida ho sakta hai jitna ziyada saber kar sakty hain ap zarori hai kay karyn kyun saber or himamt apko critical condition main bahot ziyada kaam ati hai dear forex main zarori hai kay suber o thamul kay sat trading ki jiye to apky kaafi faida mand bhi ho sakti hai friends apko chiye kay forex main jitni ho saky mehnat or lagan say kaam kiya jiye saber apny sawar ko kabhi girny nahi deta hai
      • #4 Collapse

        Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

        very good posts huimat or saber bhut hi achi baat hy ye douno bhut hi ihm factors hein hamin in douno ko zaror fllow krein jo trader kabhi bhi himat nahee harta to wo zarror kamyab hota hy or jo members saber kerta hy wo bhut hi acha phal pa leta hy to hamin chaiy khe ham forex mein indouno cheezon ko apna lein phir kamyabi ki rah er chalty jain ,,,,,
        • #5 Collapse

          Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

          Ji bilkul agr q k forex bht bari market hai to yahan loss bhi hota hai aur Profit bhi hota hai kbhi condition normal hoti hai to kabhi condition critical ho jati hai jis me hamaray sabar ka imtehan hota hai is Lia apko chahea k in halat me sabar aur himmat se Kam lain aur apni mehnat jari rakhain aur sath sath Allah se apni kamyabi ki Dua karain..
          • #6 Collapse

            Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

            Dear friend market mein agar proper plan banao kar Shabd se kam liya Jaaye to behtrr kam.kiaa ja sktaaa hai...
            • #7 Collapse

              Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
              bilkul aik trader mai jab yeh sabar or himmat wale qualities hon to yeh quaities mushkil waqt main us ke bahut kam ate hain yani jab trades loss ho jae ya account wash ho jae to yeh bahut kam ate han to isi liye us trader ka moral kabhe down nhe hota hae to hamen bhe is main himmat se kam he karna cahiye
              Ji bilkul aapane theek kahan critical situations mein jo traders avoid kar den vah bahut acchi chatting kar sakte hain Kyunki vah difficult conditions ko white Karte Hain aur use time trading Karte Hain Jab market se Accha profit Thode risk mein mile
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

                Assalam.o.alaikum...
                Ji bilkul agr q k forex bht bari market hai to yahan loss bhi hota hai aur Profit bhi hota hai kbhi condition normal hoti hai to kabhi condition critical ho jati hai jis me hamaray sabar ka imtehan hota hai is Lia apko chahea k in halat me sabar aur himmat se Kam lain aur apni mehnat jari rakhain aur sath sath Allah se apni kamyabi ki Dua karain..
                $#@#i Khan
                • #9 Collapse

                  Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

                  g haan aik trader tab hi kamyab hota hai jab is mein sabar aur himmat ho trading critical condition mein... trading k doran humein sabr se profit ko calculate kar k order close karna chaiye aur forex mein sabar trader mein hona chaiye kyun k trading mein kamyab hone k liye yeh buhat zaroori hai...
                  • #10 Collapse

                    Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

                    pak forex trading me wo log jald kamyab hote han jo work mehnat or himat se krte han tb wo trading ko critical condition me whe sabr or homat sath deti hy hamsha forex trading ke duran hamin sabr krne se profits hasil hoga or ko sabre trader hona cheye kuin ke trading me kamyabi hone kilye mehnat bhot zrori hy
                    • #11 Collapse

                      Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

                      dear trading mein jab kbhi loss ka samna karna parta hy tu bhut sy trader ghabra jaty hain aur kam karny mein suste karna shoro kar dety hain magar aik kamyab trader ess critical condition mein himmat aur sabar sy kam leta hy aur apny kam ko mehnat ky sath jare rakhta hy wohe members phir apny loss ko bhi recover kar leta hy aur ache earning bhi gain kar leta hy ess liye trading karny ky liye sabar aur himmat ka hona bht zarori hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: sabar or himmat critical conditions main trader ke kam ate hain

                        Forex me dear agr ao ki jaldi bazzibya lalach ki waja sy ap ka account wash ho jata hy ya to ohe loss hota hy to he ap ki next month sy is ki negative effective ki waja sy bonus kam ata hy aor is ka negative tausur hota hy.hamy is sy jita bh ho sky bajty hen rahy to utna he hamry ly best sbit hobskta hy .na k jadiv sy agy he business ki bary me preparation kerty rahy.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X