forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye
    Forex mein hum ko kaamyab hone k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hai aur market ko samjhna hota hai market ko hum knewledge aur experience se samjh saktay han aur new trader ko knewledge aur experience kam hota hai is liye un k liye zaroori hai k wo trading kam lot use kar k karain is se agr profit kam hota hai tu loss bhi kam hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

    Lot Lot Size Trading Main Apke Lye Zrori Hai Agar Ham Jitni Zyada Lot Size Lage Ham Laga Lian To Hamain Bhot Zyada Masla ho Jata Hai Our Loss Ho Jane Ke Bad Accunt Wash Bhi Ho Sakta Hai Lekin Agar Ap ne Lot Size Kam Rakha Hai To Ap Markit Main Bhot Long Jate Hain Our Account Wash Nhi Hota.
    • #3 Collapse

      Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

      safe trading kerna boht e zrori hay kyun k ager trading pay risk liye jaey to loss lazmi hota hay or phir us loss ko recover kerna bhi kafi mushkil ho jata hay is liye khas tor pay new members ko trading k liye zeyada experience ki zrorat hay lot size small ho to sahi hay
      • #4 Collapse

        Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

        sahe kaha hae q ke new members ka bonus bhe kam hota hae or tajaba bhe kam hota hae to is liye un ko cahiye ke wo apni trading main hamesha kam se kam lot size use karen take un ko loss bhe na ho or wo ache earning bhe karte rahen or sath sath experience bhe gain karterahen jab unko acha experience ho jae to phir wo zayada lot size use kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

          Forex main lot per bahot he zor dia jata hai or bar bar batiya bhi jata hai kay kam lot size rakhyn mager us kay bawajod bhi log is baat per amal nahi karty hain or trade lagty waqt lot size ko be tertebi say use karty hain ager acha experience hai to koi problem nahi bari lot ka istmal karyn mager dear friends ager chaty hain account bhi safe or profit bhi hasil ho to new user ko chaiye kay lot size kam say kam rakhyn to behter hai
          • #6 Collapse

            Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

            Forex mein kaamyaab honey k liye hum agr Kam lot size use karain gay tu is se faida ye hota hy k hum ko profit aur loss Kam hota hy forex mein Jo bhi New trader han un ko cahaiye k wo kam lot size use karain is traha hi wo kaamyaab ho saktay han
            • #7 Collapse

              Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

              Zaroori e Nahin ke har trader ko Apna lot size kam Rakhna chahie Jo Bade trader hote hain yah Jinka bonus Jyada Hota Hai vah Apna lot size bhi Usi hisab Kitab ke sath rakhte Hain Forex trading ke andar Aksar logon ka bonus bahut kam Hota Hai Is vajah Se lot size kam Mein rakhne ka Mashwara Diya jata hai Kyunki Agar nuksan a Jaaye to bonus was ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

                safe trading krnaa her member k liye zroori hota hai chahy new ho yaa naa lekin hmesha lot size ko choose krnaa seekhay k kitnaa lot size rkhy k agar loss ho jaye to hm isy recover kr skay hmay koi problem naa ho new members ko to khas tor pr lot size ka khyaal rkhnaa chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

                  Ha yeh experience hmko senior he bta skte Hain q k unhon ne kafi knowledge r experience keya hota Hy wo he senior he hmko theek bta skte Hain senior ki chahye k wo hmko apna experience shear kren ta k hm mehnat KR k achi earning KR skte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

                    New trader ke pass Kitna Achcha knowledge or experience Nahin Hota kam lot se hi trading Karen..
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: alindm پيغام ديکھيے
                      Forex mein hum ko kaamyab hone k liye knewledge aur experience ki zaroorat hoti hai aur market ko samjhna hota hai market ko hum knewledge aur experience se samjh saktay han aur new trader ko knewledge aur experience kam hota hai is liye un k liye zaroori hai k wo trading kam lot use kar k karain is se agr profit kam hota hai tu loss bhi kam hota hai
                      New traders ho ya FIR old traders song trading karte hue lot size Hamesha small use karna chahie Jab Bank lot size use Karke trading ki Jaati Hai To trading bahut jyada risky Ho Jaati Hai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

                        Assalam.o.alaikum...
                        G han ap nay sahe kaha hae q ke new members ka bonus bhe kam hota hae or tajaba bhe kam hota hae to is liye un ko cahiye ke wo apni trading main hamesha kam se kam lot size use karen take un ko loss bhe na ho or wo ache earning bhe karte rahen or sath sath experience bhe gain karterahen jab unko acha experience ho jae to phir wo zayada lot size use kar sakte hain...
                        $#@#i Khan
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

                          New member ko to specially kam lot size lwna chahye kiun k un ko start mai experience nhe hota han ager kisi expert senior se signal le rhy hain to r bat hai per khud se kabhi na ken kiun small lot se km profit le lena lot size se loss ker bethny se kahin zyada behter hai
                          • #14 Collapse

                            Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

                            Assalamu Alaikum Forex members ji han aapane bilkul sahi kaha hai jo bhi new trader se unko chahie ki vah lot size ko kam rakhen jisse unko loss bhi kam Hoga Kyunki vah new hote hain unko Itna Jyada experience Nahin Hota Forex Ke mamle Main Kitni knowledge Nahin Hoti agar vo aise hi Laut Sahibzada Rakhenge to unke Apne Hi account per uska Asar padega isliye unko chahie ki Apna jo bhi lot size of Josh karte hain usko kam se kam Josh karen to Aapka account wash hone se bhi Bhch jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex trading business mein new trader ko kam lot use karni cahaiye

                              g haan forex mein new trader ko lot size kam hi rakhni chaiye kyun k new trader ka account wash hone k chance zayda hote hain is ki kuch wajohat hain... 1) new ko trading ka idea nae hota... 2) new learning itni nae karte 3) they have no experience... is trhan ki hazar wajohat hain is liye new ko start mein lot size kam hi rakhna chaiye...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X