Chota lot size chota loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Chota lot size chota loss.
    Dear friends agar hum forex pakistan mein trading kartey waqt apni trade ka lot size chota rakhein gey tu humein us ka yeh faida ho ga k agar jeisey humari who trade loss mein chali jati hai aur humein apni who trade loss mein hi close karni par jati hai tu es tarha humein yeh faida ho ga dear friends k humein us trade ka loss bhi chota ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Chota lot size chota loss.

    j han ager hmara lot size kam ho ga to hmain proft kam mly ga to hmara loss bh kam ho ga hmain chahiay kh hum apny loss ho kam kerny kaliay lot size ko kam hi use krin werna zyada lot size sy account wash bhi ho jaty hn.
    • #3 Collapse

      Re: Chota lot size chota loss.

      aslamoalaikum dear apki baat theak ha ka chota lot size to chota loss ho ga to kam sa km lot size lgain jitna acha lot size ho ga utna hi acha ap traditng kr sko ga to is ka liya ap learning krna ho gi learning mn earning ha
      • #4 Collapse

        Re: Chota lot size chota loss.

        Asalamu Alaikum
        Forex mai lot size kamal ka feature hain paly with different different lot size its give you different experience and you get tips and trick yourself to manage your profit and loss and safe your account
        • #5 Collapse

          Re: Chota lot size chota loss.

          Lot size Hamesha loss Hasil karne ke liye Nahin Lagaya Jata balki lot size Chhota isliye Lagaya Jata Hai Taake aap thoda profit earn kar Sako lekin profit Jarur kar Sako
          • #6 Collapse

            Re: Chota lot size chota loss.

            sahe bhai jan foreex main lot size hamen hamesha kam se kam he lagane cahiye q ke agar hum zayada lot size use karen ge to hamen agarche profit zayada ho ga lakin account safe nhe ho ga hum market ke movement par bhrosa to nhe kar sakte hain to agar hamen loss hota hae wo bhe bara he ho ga to hamen cahiye ke hum kam se kam lot use karen take agar hamen loss hota hae bhe hae to hum ko recover to kar saken
            • #7 Collapse

              Re: Chota lot size chota loss.

              trading krne se phly lot size km se km use krna chaye lot size km hoga to hmen loss bhi kam hoga agr lot size ziada hua to hmen loss bhi ziada ho skta hy lot size ko soch samjh kr rkhna chaye agr hm bagair sochy samjehn rakhen gy to hmra account wash bhi ho skta hy
              • #8 Collapse

                Re: Chota lot size chota loss.

                Jitnaa lot.kamm.lagrnn.gyy loss kam.hogaa money management se chalenge to Jo loss Hoga vah trades Meri Kabar ho jaega...
                • #9 Collapse

                  Re: Chota lot size chota loss.

                  hum lot km rahkty hain to hamy loss be km he ho ga forex aik acha busness hain hum is mai raat ma be kam kar sakty han hum iss mai din mai be kam kar saikty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hium is mai partr time be kam kar sakty hain hum is mai full time be km kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Chota lot size chota loss.

                    Well ager ap start main bara lot size use karty hai tu account main loss itna ho jat ahia k cover karna mushkil ho jaata hai .is alia apko chahia k ap small lot size use karain tak ager apko loss be ho tu chota sa loss ho jisko cover karne k lia apka pass acha backup para howa ho. Ache backup se ap apne thore se loss ko jaldi cover kar lo gy bejy iska k apka loss zyda ho aur backup kam ho. Kam lot se loss be kam aur profit be kam hi hota hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X