A o.A dosto ye baat tu apnay sun hi rakhi hugi kay hum kisi kay saat acha karay gay tu hamaray saat bhi acha huga aor forex trading ma tu ye misal bhot hi fit aati hay kiun kay forex trading acha hunay kay saat saat risky aor mushkil bhi hay is liye humay aik dosri ki madad kerni chayi aor apna experience aor achi achi strategies bhi dosray members kay saat share kerni chayi ta kay badlay ma hamara kaam bhi asaan hu jaye kiun kay jab hum kisi ki help karay gay tu dosray bhi hamari madad zaror karay gay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим