paisa war or dollar par bewaqoof na banay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    paisa war or dollar par bewaqoof na banay
    salam all members
    boht zaida trader paisa or dollar k pichay paglo ki tarah bewaqoof banay hote hai jis par wo ek behtareen trading bhool jate hai hai yeh ek big mistake hai paisa or dollar par sochnay se behtar hai ek behtareen trading karnay ka soche aisa karnay se aap ek acha paisa kama sake gai kisi b trade main jaldi bazi na kare ek behtreen trading signal ka wait kare apny trading ko jari rakhe choray na agar aap short trading kar rahay hai stop loss ko tight kar k lagay aap trading k doran trading hi kare koi lottery ticket buy ki tarah trading na kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

    G haan baai aap nay teek kaha hamy paisay k pechy nahee baagna chahiy kionka paisay naseeb say milt ha hay our jo log ziada lqlich kartay hay wo kabhi be acha trader nahee ban sakty is liay hamy apnay experience par tawaju dena chahiy na lqlich karna chahiy.
    • #3 Collapse

      Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

      G han my dear brother ap ny theek kaha mn agree hon ap ki es bat sy kh hmin pysy k pichy nhi bhagna chahiy jitna mily ga hmin hmari mihnat k badly mn mily ga forex ki shurowat kbhi bhi pysy ki omeed sy na krin blkh yi sochin kh hm kam kr rhy hn jo bhi es sy profit mily ga hmary kam or hmari mihnat k badly mn hmin mily ga forex mn dollar or pysy k chakr mn apna hosh nhi gawana blkh thandy dil dimagh sy kam kr k mihnat kr k acha profit hasil krna hy
      • #4 Collapse

        Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

        forex mai hum kam kar ky dolars mai bonus earn kar sakty hain hamy aik time table bana kar forex mai kam karna ho ga forex aik acha business hain hum is mai nightmai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy expert ban ky km karna ho ga forex pakstan mai legal or famous business ban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

          doller main bi trade kar skaty hain aur hamain acha paisa kamaany k liye learning karni ho gi ta k loss km ho aur hamain is main focus kar k kam karna ho ga ta k market main kam karny main bi koi prblm na h osaky gi aur har kam ko karny k liyse is k baryy main learning karni ho gi tab hi hum real main bi sucess hon gay it si best job
          • #6 Collapse

            Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

            is main doller main bi trade lga sakty hain aur is main part time m ain bi job kar skaty hain kisi bi waqt trade kar skatyy hain aur hamain is forex main currency koi bi hai is main trade kar skaty hain ta k loss km ho sakty hain aur hamain market main bi planing akr k hi hum loss say bachs akty hain ta k loss km ho sakty hain aur hamain faida ho saky ga it is best job for all
            • #7 Collapse

              Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

              Dear ! Hmen chahye kh forex mn lalch sy gurauz kren r es trah hmen loss nh hoga .Hmen chahye kh phely currency pair ya market mn currency k up and down ko study kren r acy pagloo ke trah dollor ko prefer na kren ,baz ooqat hmen dollor bh loss deta hy .Market mn hm currency ko study ker k a6e trading ker sakty hn .
              • #8 Collapse

                Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

                market main acha trader banany say pahly is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi knwoldge achi ho gi ab hi hum real main bi sucss ho sakty hain aur hamain doller main bi trade karty hain aur is main sooch samjh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main bi sucss hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

                  hamain is main utna hi kam karna ho ga jitna hamain is forex main expirence hasil hai so hamain is k bary main plaing kar k hi hum run karein gay aur hamain market main bi trader banany say phly is k bary main learning arni ho gi aur is forex main expirence ho ga tab hi hum market main bi trade kar skaty hain it is best job for all
                  • #10 Collapse

                    Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

                    Yes pesy k pichy hargiz na bhaga jay ye to jitna hamary naseeb mai likh diya gaya hai utna humy lazmi mily ga phir us k liye ap kitni hi mehnat ker len ya kahin bhi chaly jay jo likh dya gaya hai mily ga wo hi han mager hard work se apni kismat bhi badli ja sakti hai per pesy k pichy pagl na hoa jay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: paisa war or dollar par bewaqoof na banay

                      Salaam,
                      Dear friend ap ny thk kaha, hmai pesy aur dollar k peachy ni bhagna chahye, hmai chahye k Hm realax ho k kam kren, aur acha profit hasil kren, Forex mai kamyabi hasil krny k liy khud mehnat kren aur achi earning kren.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X