Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...
    A.o.A dosto kuch members aisay han jo ye samjhtay han kay ager hamari trade loss ma chali jaye tu account wash hunay say bachanay kay liye humay hedgign ker leni chayi yani ager buy Ki trade lagi huwi hay tu opposite trade yani sell ki laga leni chayi laiken mera mashwara ye hay kay ap hedging kabhi bhi na karay kiun kay ye loss kay elawa aor kuch bhi nhi hay aor hedging say kamyabi say baher nikal bhot mushkil kaam hay is liye ye bilkul bhi nhi kerni chayi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

    g han dear and respected member mera ap logo sey swal hy keh hamin forex mein hedging bilkul bhi nhii kerni chahiy kue keh ager hamrey pas experince nhi hoga to ham jab markeet key opposite koi trade open krein gy to uss mein hain loss honuy key bhi chances hoty hein to isi liy hamin forex mein hamin emandari sey kam ker key iss mein earninig bhi kerni chahiy..
    • #3 Collapse

      Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

      aap ki bat kafi had tak thek hai hedging karny say bht dafa account hamary phans jaty hain lekin hedging kay karny kay bhi tareeqy hain agar sahi tarahbsay hedging ki jay tu nuqsaan say bhi bachachaa ja sakta hai aur profit bhi lia ja sakta hai agar aap ku hedging ka nhi pta tu na karain tu ziada behatar hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

        Hedging stretigy best stretigy hai ky ham bary loss sy bach jaty hain ky jab market bahot zyada aik hi direction main move ker jati hai tou hamain open trade agar single ho aur market hamari open trade ky against move kery tou jo bara loss ho sakta hai hai ham us loss sy bach sakty hain ky trade dono direction main ho tou account safe rehta hai lekin hedging sy achi earning her koi nehi ker sakta hedging expert hi forex main hedging ker ky bahot acha profit bana sakty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

          hamy aik time tbale bana kar kam karna ho ga forex aik acha business hain hamy expert ban ky hedging karne ho ge pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

            is forex main kisi bi waqt trade kar skaty hain aur trader banan k liye learning karni ho gi aur analyse kar k hi hum sucess hon gay aur hamain mind ko fresh kar k hi hum achy say trade karein gay tab hi hum planing kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucss ho skaty hain is forx main trade karin gay it is best job for all
            • #7 Collapse

              Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

              hamain markt main nacha trader banany k liye learning karni ho gi aru hedging main trader banany kl iye learning karni ho gi aur is forex main anlsye kar k hi hum loss say bacsh atky hain aur hamain market main bi tecnhiniquwa ko use kar kar skaty hain but hamain market main bi trend ko sue kar k hi hum run karein gay it is best job for all
              • #8 Collapse

                Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

                is forex main hamain kam karny k liey learning karni ho gi aur har jeet tou har kam m arin hoti hai so hamain is forex main hedging main hum analsye kar k hi hum achys ay trade kar ksaty hain aur hamain market main kam karny say pahy is k bary main information hasil kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain aur har koi is forex main kam kar skaty hain it si best job for all
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

                  hamy expert ho kar is main mehant sy trading karni chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy bager pasio ku account bana kar be kam kar sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main usa or china or new yourk jesy bary abry mumaik samil hain or pakistan main aik legal business ban cuka hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

                    hamy hedging nahi karne chahey forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hita is mai hamara koi be bos nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

                      g han bilkul forex trading business me hamin heding nh kerni cheye bilke ye business hamin learning bhe khd deta hy or achi achi earning bhe deta hy hamin es business me hamin acha time table bnna ker kam kerna cheye ye business hamri life time carrer ko bhe acha bnna skta hy hamin es me bass greedy or lalach se avoid kerna cheye hamin es me saber kerna hoga or ham business me khud boss hote han hamri zamadari bhr jati hy to ache se kam kerna cheye or kamyabi bhe hasil hoti hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

                        ji bhai ager ap trade open kerty hn to ap ki trade loss main ja rhi hoti hy yani ager ap ny sell ki trade open ki hy to wh bht hi loss main ja rhi hy ap ko apny account ky wash hony ka khatara hy to ap buy ki trade lga ker us ko hedge ker daity hn bhai aik na aik trade ager profit main hoti hy to aik loss main jati hy us time ap daikhin jo ap ki equity hoti hy whi ap ka bacha hova balence ho ga yani bus whi balence reh jay ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

                          Yes my dear friend you are right and I am agreed with your opinion that when we are making trades and our real trading account then we should avoid to make hacking in our trades because if we make hatching then it would be more difficult for us that we will it because when we place one trade it would be loss and we place against other trade then it will also goes and loss because if market will move and upward trend the by train will be and profit so you think that when it will be goes down then we will close but when it will goes down then our selt it wasn't profit than you think that it will be back then we will call in that situation we are confused and we don't closed our trade and they continued as it as.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Ma Hedging Bilkul Bhi Nhi Kerni Chayi...

                            ji han bhai jaan aapane bilkul theek hi kaha hi tech mein hedging bilkul bhi nahin Karni chahie kyunki hedging Karte Hain Jo Hua ismein profit Nahin hasil Karte kyunki jinka koi fayda Nahin hota ek Mein nuksan hota Hai aur ek mein profit milta Hai To isase ka koi fayda hi nahin hota isliye hedging bilkul bhi nahin Karni chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X