Ji dear freinds asslama alkum dear friwnds aik chewz jo mainye note ki hai kay forex mai hum jitna zayda study kartye hain yani kay es ko samjhtye hain ye humain atna he zayda faida daita hai kiyu kay wahid forex he hai jis mai jitna zayda learn kiya jata hai atna he zayda es mai faida ho jata hai tu kosesh kiya karain kay ap es mai learn zayda karain aur es kay bad he trade lagain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим