< We can lose money quickly but never recover it quickly >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    paisa kamana mushkil hota hai jb k pasa loss karna asan hota hai is k pechay hujm sub ko he maloom hai k mehnat ki logic hoti hai jiss ko hume use karna hota hai aur jiss k zarye say kam karna hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Forex trading me loss kardena bahut asan he lekin us loss ko recover karna bahut hard hota he.Jiske pas forex ki knowledge ho loss ki recovery asani se karsakta he.Lekin jiske pas knowledge nehni he uske lie hard he loss recovery karna.
      • #48 Collapse

        friend forex aik aisa business hy jis sy hamy loss bhi aik dam ziyada ho sakta hy lekin es sy ham apni money ko recover kar sakty hy buhut hi jaldi koinkay forex ak business hy quick money earn karny ka
        • #49 Collapse

          demo account humhe confident karta haijis ki waja se hum kafi profit kama sakte han ager hum chahe tou humhe iss business se seekhna b hai or iss ko b seekhna hai mera matlab hai k humhe trader b banna hai or profit b kamana hai.demo account use karna chahiye jis se hum kafi kuch seekh sakte han.
          • #50 Collapse

            We should control our emotions whenever we loss the trading, we have to be patient and wait for the right time for trading, because normally what happen everybody would like to recover his amount in reaction, but in that efforts he again loose the money.
            • #51 Collapse

              g bilkul mohtam ap nay ik dam the kaha forex main apko nuksan to bohat jaldi start ho jata hai mgr faida bohat sooch smj say hi hasil hota hai or recover b wohi kr skta hai his k pass bohat Sara knowledge ho or sath me trading skills b hon
              • #52 Collapse

                ہم فوری طور پر نقصان کر سکتے ہیں. اور وصولی آہستہ آہستہ، تاکہ ہم اپنے ٹریڈنگ کے بارے میں زیادہ دیکھ بھال کرتے ہیں اور نقصان کے بارے میں ہوشیار رہنا اور بھی ہم زیادہ وصولی کے لئے کی ضرورت ہے
                • #53 Collapse

                  Friends hamain Forex tradign main bohat zayda cosh samjh kar kam karna chheya is leya kayis main hamain bohat jald loss hota ha or is loss ko recover karna bohat moshkil ha or is main boaht zayda time lagta ha .
                  • #54 Collapse

                    Theak kaha ap nay kay humein loss boht quickly hota he means hum ne jo profit kafi din laga k banaya hota he wo aik dam kuch minuts mein hi loss ho jata he or jb loss ho jay to osy forun recover karny ki try na karin kiu k pehly hi loss ho raha hota he or agar recover ki jaldi ki to ho sakta he k mazeed loss ho jay.
                    • #55 Collapse

                      Asslam-o-Alaikum jab bhi humay kisi kam may loss hota hai tu hum may sochnay samaj nay ke ability bohat kam ho jati hai aur mostly hum bohat zaida confuse ho jatay hai aur jaldi apnay loss ke recover karnay kay liya aik aur loss kar beth thay hai aur isi tarah humay agar koi advice karay tu hum aus ke advice nahe mantay aur loss pay loss kiya jatay hai isi liya humara loss jaldi aur profit dair may hota hai
                      • #56 Collapse

                        g ha bhai is main aisa he hota hai k jab hamain loss hota hai to hum apna sara bonus ek he din main is main loss kar bathty hain lakin is ko recover karna bohat he mushkil hota hai and is main loss ko recover kar k he profit ko withdraw karwa sakty hain.
                        • #57 Collapse

                          i agree with you k forex k trade mien earning kerna etna asan ni h mager es mien loss kerna bht he asan h hum es mien esily apna loss ker lety hien mager earning bht late hoti h
                          • #58 Collapse

                            g bhai agr ap Forex trading main loss kar dian to ap fast is ko recover nahi kar skte qun ke ye Forex hai is main loss ke sath sath profit bohat hi fast us sooorat main ho skta hai agr ap ke pas experience acha hai to.
                            • #59 Collapse

                              jo bhi karobar ho oss ko ahista ahista he barhaya jata hai grow kiya jata hai. kisi bhi karobar mei ager aap lalach say kam lo to aap ko loss hoga or aap nuqsaan he othao gay. iss liye step by step chalna chahiye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                hum unexperienc ehoty hain or jald bazi men ghalt kadam otha laity hain or phi rrecover karne mein bhi time lag jata hai iss liye zaroori hai kay aap ziada say ziaa knwledge gain karein or phir practice kar kay tradig tab start ariein.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X