Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?
    Mene aksr se suna hai jo threads kren wo 2 line ka hona chahe mini mje ap sub btayen iski kya haqeeqat hai is bare me ap kya jantay hain kya sahi hai esa krna ya short unwan hona chahe ap sub apni apni raye den jo seniors jantay hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?

    bhai jitni kam words main thread creat ho sakein utna humary liay bhter ha humain bht kam alfaz main thread kerni chahaiy is se humari thread del nhi hoti ha ager aid ya do lines main thread k unwan ho tu wo del ho jati ha.
    • #3 Collapse

      Re: Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?

      G Han threat par ap ko posts karye hain unki detail kam sy kam 2 lines jitni honi.chahe jitni aap dusre posts main karte hain q k isi trah aap is main kamayb hokste hain or sucess hasil kar sakte hajb isliye koshsih karen k ziada sy ziada achi or informative posts karen taa k apko ziada bonus milay
      • #4 Collapse

        Re: Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?

        hamy achy or mayre unwan banany chaye hamy mahnet sy or lagan sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hamy mahnet per foruce karna ho ga forex kabe be band na hony wala business hain
        • #5 Collapse

          Re: Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?

          hamy forex mai mayre kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar skaty hain hum is mai full time be kam kr sakty hain hum isy apna professional career be ban sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?

            Thread la unwan bhi munasib ho na ziyada short na long bus quality wala ho k parhnkr bat samjh mai ajay k him ne is per kia comment kerna hai and jahan tak thread ki description ki bat hai to wo 2 lines ki hi ho r us mai bat ko achy tariky se cover bhi kiya gaya ho r thread per comment kerny se pehly us ki description ko bhi zaror read kerna chahye
            • #7 Collapse

              Re: Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?

              G nhi dear ye mainy nhi rakhta k apny kitni lines likhii hy bal k hme apnii bat cmplt krni chahye jis mai info ho or quality wale ho phr chahe 10 line ho ya 2 koi frq nhi prhta haan likn thread mai zyada likhy zyada kam kine na ho
              • #8 Collapse

                Re: Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?

                Bilkul ghalat suna hy apny jab tak ap kisi ko achy sy explain nhi karain gy koi cheez to na apko aur na hi agly ko is cheez sy faaida hoga jab apko is sy faaida karni hy to ap ko bhi us tarha sy kaam karna hy k dusru ko faaida ho tab hj ap ko bhi faaida hoga. Ye aisi jaga hy jaha par apki knowledge ki sharing py ap acha earn kar sakty hain ab chahy wo thanks hun jo members ki taraf sy milty hain aur chahy wo bonus ho jo apko is site k admin sy milta hy apko apki knowledge ko share karny aur achi learning k upar ap ko acha milta hy to ap kese bol sakty hain k ap is main 2 line ki posting karain
                 
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  • #10 Collapse

                    Re: Unwan me jo thread likhtay hain iski kya haqeeqat hai short ya long?

                    Sabse pahle aapko yah dekhna Hoga Kya Aap thyroid mein kya likhna Chaha rahe hain Agar aapko ek question puchna chah rahe hain to usko bhi explain Karen aur agar aap Koi knowledge or experience share karna chah rahe hain to usko bhi aapko properly explain karna hoga Taki vah dusron ko bahut aasani se samajh mein a sake aur aapko dusre iska answer bhi acche Andaaz mein de sake to hamesha is form per kam karte hue mehnat se aur Lagan se Karen Taki aap ki bonus amount increase ho sake

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X