forex main loss honay ki waja kia hay .
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

    اصل پيغام ارسال کردہ از: yasiriqbal پيغام ديکھيے
    dear jis time ham forex main tradeing kartay hein to ham ko loss kabhi kabhi ho jata hay is main ham ko kia karna chye k jis say ham khud k balance ko maintain ker k good earning ko gain ker sakein easily is main ap ki kia opinion hay
    Law sone ki vajah Bina planning aur analysis ke kam karna hai Jab traders Bina analyses aur planning ka kam Karte Hain To unko market ke Koi samajh Nahin Hota Hai aur vah Bina soche samjhe trade karte hain aur unko loss ho jata hai
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

      Aslam o alikom forex may barhii wajhay jo loss ki hay who ap ki knowloge ka kam hona hay hamay khud par kabhi kabhi over confidence ho jata hay is say hamay big lot lagtay hay aur who hamay account kam hota hay is liya account ka khatar barha jata hay hamay chahiya kay hum laach ko bhi pichay rakhay acha aur mahanat say work karhay acc loss nai ho ga
      • #18 Collapse

        Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

        jb hm mukmal informtion ni rkhty or hm rules or regulations ko break kerty hin ya unfollow krty hin tu hmy nuqsan uthana perta hai.ager complete awareness ho gi mukamal knowledge hoga tu nqsan hony ky chances bhut kam ho gy.complete detail hu market ky ups and down ki.
        • #19 Collapse

          Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

          forex business mein Hamesha aise log hi Apna last karte Hain Jo ke lalaj karte hain aur jinke paas se achcha na lijiye nahin hota vah Hamesha is business mein nakam hi hote hain aur kabhi Bhi ek successful trader nahin ban paate
          • #20 Collapse

            Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

            Assalam o alaikum dear frex main loss ki wajh mistake hi hain.baz oqat hum frex posting ya trading main anjany main mistake ker jaty hain.yahi mistake hamen loss daiti hain.knowldge ki kami bi loss ki wajh bun sakti hy.experience aur knowledge dono froft kely lazmi hain.so hamen mehnt sy kam kerna chahey takeh hum acha bonus hasil kren aur achi trading sy proft hasil karen
            • #21 Collapse

              Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

              Asslam o Alaikum Dear Members wsy tu loss profit har business main hota hy but forex main loss profit apny hath main bhi kuch hota hy jas say humra nuksan ya fida hota hy agr hum forex ko achi tra learn na jry soch samjh jr khowlage hasil kr k kam ni kry gay rolls ko follow ni kry gay tu huny loss hoga nuksan hoga agr tu hum achi tra kam kry gay rolls ko follow kr k tu humy profit hasil hoga.
              • #22 Collapse

                Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                dear bhai jan ap ne ak acha sawal othaya hy forex m nakami ki waja kiya hy hum jb bhe post krty hian to kesi ki copy kr kh to scam hota hy aur hamara account loss hota hy ye pehli waja se dosri bat humain loss kiasy hota hy jb hum lot size zeyada kr dyte hain aur humain trade krny ki information ni hoti full to hmara account wash bhe ho jata hy agr humain es m full information na ho ....
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: forex main loss honay ki waja kia hay .

                  g forex may loss honay ki wajah kya ha agar ap forex per mahnat nahi karen gay tou apko loss hi hoga mahnat kar ke hi loss se bach sakty han aur agar ap ke pass acha knowledge nahi hoga tou bhi loss hi hota ha is liye knowledge bhi zarori ha loss se bachnay kay liye

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X