trading mein time frame ki ehmiyeet
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein time frame ki ehmiyeet
    Forex mein trading k liye time frame use kar k trading kartay han kiok time frame se hum market ka analysis kartay han aur har koi time frame ka use apni strategy k mutabik karta hai aur sab se best time frame h4 hai hum is mein sab strategy ko use kar k trading kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein time frame ki ehmiyeet

    trading mein time frame ki ihymiat bhut hi zeeada hy ager hamra time frame hy to samjho khe ham ik kamyab trader hein or hamin prfit bhi mily ga jo sucess full or swnors trader hota hy wo hamesha time frame k base per mehnat kerta hy phir ja khhe wo ik kamyab trader bnta hy or isko forex k baary mein experince hota hy or wo hir acha prfit gain kerta hy hamin bhi forex mein snors ko zarror follow kerna chaiy ,,,,,,
    • #3 Collapse

      Re: trading mein time frame ki ehmiyeet

      dear g han really tradeing main time frame ki good valu hay is say ham ko is thing main difference karnay main easy feel ho ta hay k konsa pair ios time above ho g aor konsa pair below jay ga is say ham ko marker ko assess karnay main easy feel ho jata hay so is main ham ko is ki value ko kisi bhi limt per ignore nahi karna chye agar ham nay agay berna hay to .
      • #4 Collapse

        Re: trading mein time frame ki ehmiyeet

        Asssalam o aalaikum
        G han bhi ap ki baat bikul thik hy min ap ki baat ko manta hin pkiatan pk forix min time farme ki bahut ziyada ahemiya hy agr is mi hamra time farame acha to samjho ham is min kamyaab treader ban sakty hin jiss sy ziyada prfit kmaa sakin gy aur treader ziyada sucsis full ban jay ga aur who hanesah time farame ka hissab sy who forix min mhenat krta hy jus sy kamyaab treadr ban sakta hy aur is ko froix ka baary min kaafi experince hota hy jiss sy who ziyada profit kmaa sakta hy..
        • #5 Collapse

          Re: trading mein time frame ki ehmiyeet

          florex aik acha business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hita forex aik wasee business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hita
          • #6 Collapse

            Re: trading mein time frame ki ehmiyeet

            hamy time frames ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik bohat bara bsiness hain humis mai expert ban ky kam kary gy to hamy kamabe hasial ho ge forex aik world wide business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din ma be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: trading mein time frame ki ehmiyeet

              Trading mein candles ko analyse karny k liye time frame boht zaroori hota hai jitna b time frame aap set karty hein us hisaab se candle banti aur close hoti hai mostly trader H4 time frame ya D1 time frame use karty hein H4 time frame mein her 4 hours k baad 1 new candle banti hai jb k D1 time frame mein her 1 din k baad pehli candle close ho jati hai aur new candle banti hai
              • #8 Collapse

                Re: trading mein time frame ki ehmiyeet

                Kisi bhi kam k liye time frame ka hona zaroori h time table sy hi kamyabi milti h bilkul isi traha forex main bhi time frame hona lazmi h is sy kamyabi k darwazy khulty hn time frame k sath sath mahant knowldge aur hardwork bhi bhut zarooori h
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein time frame ki ehmiyeet

                  forex aik acha business hain hum is mai agar time frames ko use kar ky kam kary gy to hamy kamyabe hasial ho jy ge forex aik wasee business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy siraf loss ho jy ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein time frame ki ehmiyeet

                    forex aik acha busness hain hamy is mai tiem frames ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex aik acha busines shain hm is mai rat mai be kam kar saktyh an hum is mai din mai beh kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanrjing ky kam kary gy to hamy loss h ga is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumaloik sahmil hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X