sakhat trading se ajtnab karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    sakhat trading se ajtnab karna
    salam all members
    trading jitny hard ho gi phir b aap usay behtar tariqay se karna hai agar aisa nai kar sakte phir behtar hai trading se out rahay behtar moqka ka wait kare main ne tjarbay se sikha hai jab mujhay eur/usd ko buy karnay ki zaroorat pari q k is main trading karna boht zaroori tha lekin isay hasil karna boht mushkal tha 2nd baat yeh hai jab kisi b pairs main trading karna asaan ho phir baith kar achay moka ka wait kare agar aap jald bazi main few points profit k liay kisi b pairs main trading karnay ki koshash kar rahay hai phir yeh aap galt kar rahay hai is se boht loss ho sakta hai behtar baat yeh hai aap aisay halat main trading se out rahay few points k profit k liay zaida loss karnay se behtar hai baith kar long or zaida points profit ka wait kare jo k safe b hai loss kam or profit zaida ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: sakhat trading se ajtnab karna

    G Han thek kaha apnj k sabko.chahe k wo sakht trading means risky trades ko avoid karen q k risky trades sy apko loss k chances barh jate hain isliye aap normal.x trades lagaen taa k apko ziada loss n.a. ho or apko iska expeirnce or knowledge bhi hojae or aap is main kamayb bhi hosaken
    • #3 Collapse

      Re: sakhat trading se ajtnab karna

      akser traders jub daikty han k market main suitable entry point mis hony wala ha tu wo jaldbazi main market main gus ker trade open ker daity han jis se unhin bht ziada loss ho jat ah is liay humain aisy halat main trade open nyi kerni chahaiy.
      • #4 Collapse

        Re: sakhat trading se ajtnab karna

        Har waqt trade open rakhna bhi achy trader ki nashni nahin hai aik kaamyab trader wo hai Jo market ko dekhta hai market ka sabar se analysis karta hai aur wait kar k market mein in hota hai wo trader hi market mein kaamyaab ho sakta hai aur market se kuch hasil kar sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: sakhat trading se ajtnab karna

          Trading say phile analyse krian aur acha profit hasil kain ager ap sakhat trading krian ge to ap ko loss k chance ziada hain ap analyse krain us k bad market k trend ko dekh kr trading krain aur achai trading krian aur ziada profit earn krian
          aur withdraw krian
          • #6 Collapse

            Re: sakhat trading se ajtnab karna

            haan bhai jan ap ny thek kaha hai hamy confusion wlay pairs pay trade nai lagani chahye hamesha trade ky leye easy or smjh me any waly pairs py he trade krni chahye
            Achy Threads py thanks tu banta hai na
            • #7 Collapse

              Re: sakhat trading se ajtnab karna

              hamy over ho kar trading nahi karne chahey hamy aik time tbale bana kar forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kam saky gy forex aik acha business hain hum is mai manet sy kam kary gy t hamy kamyabe hasial ho jy ga forex aik wasee business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: sakhat trading se ajtnab karna

                hamain is main apny experience k mutabiq hi trade karni ho gi tab hamain fida ho saky ga aur hamain market main bi knowldge ach hi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur har koi is forex main knowldge hasil kar skaty hain aur hamain market main bi trade karein gay tab hamain faida ho saky ga tab hi hum real main bi sucss hon gay it is best job for all
                • #9 Collapse

                  Re: sakhat trading se ajtnab karna

                  hamy market ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kar is main alla trading karni chahey pher hi ham success earn kar sakty hain hamy over ho kar kam karny sy parheez karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or kamyabi hasil kar sakty hain yai usa or china jest bary bary mumalik main aik legal business ban cuka hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: sakhat trading se ajtnab karna

                    Assalam O alaikum,
                    Dear friend ap ko pta hna chahye k Forex mai trading Itni asan ni h, jesa k hm log smj rhy h, ap ko chahye k ap Forex mai knowledge aur experience k sth mehnat kren aur sakht trading sy ijtinab kren, ta ko apko profit mily.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X