Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?
    Assalamu Alaikum dear friends jesa k ap sab janty han k posting ka mtlb ksi ko kuch btana h aur threading ka mtlb ksi sy kuch pochna h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

    Threads ka matlb hai ap koi topic shoro karty hain aur uss per sawal pochtay hain post ka mtlb hai ap kisi k thread per ja kar jawab detay hain
    Lets Help each other, give me thanks
    • #3 Collapse

      Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

      Dear friends Forex trading me e Jo thread hote hain vah Sawal hote hain aur jo post hoti hain vah unke replies Hote Hain isko Forex trading Mein thread Char hote hain aur aur 50 post hoti hain daily ki Jinka target aap Mukammal Karen daily basis per to aapko month Ke Shaher Mein bonus Milta Hai jisse Aap trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

        Aoa Dear members1 forex treading main jb hm koi post krty hn to kisi ko jawab dy rhy hoty hn jo bat unhun ny pouchi hoti hy r thread ka mtlb hy k ager hamen kuch pouchna hy .
        • #5 Collapse

          Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

          Pak forex forum mein hum Jo swaal kartay han aur kise topics par discuss kartay han forex trading business k related tu us ko thread kehtay han aur Jo hum kise k swaal par reply kartay han aur jwab daitay han us ko post kehtay han
          • #6 Collapse

            Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

            G han mere doston apne sahi kaha forex forum se related bat ko threads or reply krne ko post Kehte hen bas topics seniors ne is tarhan define kiye hote hen jis se knowledge or experience hasil hota hai thanks for all seniors
            • #7 Collapse

              Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

              G forex k about kuch puchna ho to hm thread karte hain or jawab dena ho to post karte hain.. Hamare sath achi or informative knowledge share karte rahiyega apka bht bht shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

                Dear saf saye bat hai kay es mai post ya threats ka matlab hota hai kay ap apnye knowldge mai izafa karain kiyu kay ager ap es mai threat ya post kartye hain tu ap kay knowldge mai kafi izafa hp jata hi jis ka ap ko bad mai kafi faida hota hai tu es mai base maqsad tu mujhye lagta hai kay ye he hota hi na
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

                  G bilkul posting ka mtlab h k jo mozoo app ko threads ki soratbmae dia jate h is p app ko apna experience r knowledge zehar krna hota h r ache quality ki app ki posting hobe chahe srf 6 lino p r threads ka mtlb mozzo jo app ko dte jnr app ka threads bhe ache quality ka hona chshe thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

                    dear forex forum main ham jo kuch apnay mined say aur apnay knowledge say new likhtay hain unko ham threads ka name daitay hain jin say baaki k tammaam members un ka jawab daitay hain aur jis say aik mukammal baat cheet start hoty hay aur jo posting hoty hay unko ham jawab ka name daitay hain mean jo threads pay discuss hoty hay usay ham post ka name daitay hain jin k threads achay hotay han unko likes bhi achay miltay hain aur jinko post matlab wali hoty hain unko bonus bhi acha milta hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

                      G han dear yha ap ko thread diya jata hy os py ap apna knowledge or ecpirense sher karna hota or jo post karty hy is par ham knowldge sher karty hy or hsm log jo post karty hy ya thread karty hy os sy bhi hamara knowledge or expirense ziyada hota hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

                        GDS jaise ki aapko pata hai ki posting Ka Matlab hai kisi Ki baat per comment karna usko post karna aaj aapke threading yah hoti hai Ki kisi Ki kahi Hui baat aur uska jawab jo hai vah thirding camel mein a jata hai jo ke posting aur trading forex mein do chij hain aur hi keval birthday per hi system ko chalaya jata hai
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

                          Forex forum main posting or thread ka mtlb ha knowledge share krna dosron ky sath Jo kuch Ap janty ho wo dosron ky sath share krna or Jo dosry jantain hain wo on ki post sy dakhna
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

                            posting isliye ki jaati hai kyunki jab Ham kisi Ki baat ka koi sawal jawab nahin dete aur usko aage se koi comment nahin karte to vahan Na to hamen chij Ka pata chalta hai aur na hi aage dusre Kam Karne walon ko pata chalta hai Ki Ham Kya puchna chahte hain ya FIR kya baat share karna chahte hain kya batana chahte Hain
                               
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ma posting aur threading ka kia mtlb h?

                              forex mein posting with his Glory hai jaise trading ka Mal hai agar aap posting karte ho aur aapke pass bahut sara banaa ticket ho gaya hai to fir aap use per trading ka system shuru karte rahte Ho trading na karne se aap apne business ko upar Tak nahin lekar ja sakte
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X