forex trading main investment kab krni chahiye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading main investment kab krni chahiye?
    Hi friends forex trading main investment kb krni chahiye mere khyaal se jab hum achi trah smjh len aur achaa knowledge ho tab investment krni chahiye,apni raye de
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading main investment kab krni chahiye?

    Dear friends Forex trading Mein investment karne ke liye aapko chahie ke isase pahle aapke pass Achcha knowledge or experience Hona chahie Agar aapke pass experience hoga to aap ek Achcha trade kar Sakenge aur ek Achcha profit Hasil kar Sakenge doston aapko chahie Kis Soch samajhkar trade Karen aur mehnat Karen Dil lagakar kam Karen aur jab Achcha experience Ho Jaaye to tab aap investment Karen Shukriya
    🌼 Never Give Up 🌼
    • #3 Collapse

      Re: forex trading main investment kab krni chahiye?

      Dost Main Apki baat Samajh Chuka Hon Jo bhi Ap Kehna Chahte Hain Hamain In est Maint Us waqt Karni Chahye Jab Hamara experience forex se Releated Bhot acha Ho Tab Ham Invest Kar Ke Forex Main Trading Kar Sakte Hain.
      • #4 Collapse

        Re: forex trading main investment kab krni chahiye?

        Jab ham bonus per trade kerty huey ya demo account sy trade kerty huey khud ko is qabil samajhna shoru ker dain ky ab ham forex market main real account sy trade ker ky achi earning ker sakty hain tab hamain forex market main investment ker ky bhi trade continue ker leni chahiay ky hamain future main phir forex sy acha profit hasil hota rehta hai
        • #5 Collapse

          Re: forex trading main investment kab krni chahiye?

          AOA Dear members! main ap ki bat sy agree hun k forex main money us waqt invest kraen jb ap seakh k is qabil ho jaen k ap apny balboty pr trade open kr skty hn to ap invest kr k apna business shurh kr skty hn
          • #6 Collapse

            Re: forex trading main investment kab krni chahiye?

            dear sir jab aik members ko trading ka pora experiance ho jaye phir he invest karne chahiye agar apko forex ki trading mein knowledge aur experiance nahi hy to esss mein hagiz invest nahi karna chahiye apko chahiye ky ap phly forex ki trading ko complete learn karen phir he ess mein investment karen to bhut faida hoga
            • #7 Collapse

              Re: forex trading main investment kab krni chahiye?

              Dear brother forex trading men investment uss waqt karen jab ap ka account wash ho jay aur ap ki trading stop ho jay lekin ziyada zaroori hota hey k pahlay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir investment karen kiun k bagher experience k investment zaiya ho sakti hey
              • #8 Collapse

                Re: forex trading main investment kab krni chahiye?

                g jub hum trading k bary main achi tarhan sa jan jaty hain to tub he hamen trading karni cheye,,jub hum forex or trading k bary main achi tarhan sa samjh lety hain hamen tabhe hamen trading main invest karni cheye ,,, investment hamesha knowledge k sath he karni cheye bina knowledge k hum kuch bhe nahi kar sakty
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading main investment kab krni chahiye?

                  jab hum forex mai kam karny ky expert ban jy to hamy trading mai invest karne chahey per he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai frree account bana kar be kam kar sakty han hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai ful timee be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlain333 پيغام ديکھيے
                    Hi friends forex trading main investment kb krni chahiye mere khyaal se jab hum achi trah smjh len aur achaa knowledge ho tab investment krni chahiye,apni raye de
                    Dear Forex aik proper business hai. Jab ap es ko as a business lay kar trade karty hain tu ap ko es mai apni trade ko behtar tareeqy sy manage karny kay leye zarori hai kay trade kudh open karain or sath main ap jab demo pay risk management or sub technical analysis kay patterns or baqi trend line ko draw karna seekh jaty hain tu ap ko us kay bad apni trade main live account pay lay kay jani hoti hai. Us kay leye ap kudh es mai investment kar kay phir live account mai achi earning kar sakty hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X