< price controlled by buyer and seller. >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    < price controlled by buyer and seller. >
    in my point of view there are no person can controlled market movement but its right that buyer and seller is which make market move
    who can control market movement i think its central bank like ECB, BOE, FED and BOJ bro
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    asalam o alaikum dear members g thek kaha k hum jab buy ya sell kerte hain to ye uper niche hona shuru ho jati hai so ap trend dekh k kam kerein
    • #3 Collapse

      yes my dear friend ap ki baat kafi had tak theek hae kiunk forex trading mein price k up aur down hone ko sirf buyers aur sellers hi control nahi kar rehae hote bulk kuch aur bhi aisi agencies hoti hein jo is k up aur movement ko control karti hein.
      • #4 Collapse

        mere khiyal se forex me ak country ki economy hi par depend kar rahi hoti he jese jese us countries ki cuurnecy me exchange barta he toh woh strong hoti jaati he istrah forex me earning karne ke lie zrori he ke ham markets ko samajen ke kon se cuurency kis se effect hoti he
        • #5 Collapse

          asalam o alaikuum dear friendz hum jis currency ko jab buy ya sell kerte hai to ussi time ye kam bahut se log kerte hain aur uski fark ki waja se he marekt move kerti hai
          • #6 Collapse

            yes my dear mein ap ki baat se agree krta hoon kisi b country ki currency k up or down mein us country k central basnk ka or us ki economic policies ka buht ahm role hota hai or is k sath kuch hadtak buyer or seller b market maker hote hain
            • #7 Collapse

              hmmm, kia hi zabardast Information post ki ha apnay mujh is forum ki sub say ache aur behtar bat yahi lagti hai k yahan knowledge ka pahar hai jo hum bina kisi tension k hasil krlety hain.
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading market mein market ko international control kia jata he aur is mein jo bhe tabdele hote he woh international demand ke mutbq hote he aur central banks aur dosre big countries ke economic depart is mein kam krte hein
                • #9 Collapse

                  g han forex trading mien market ke andar buyer and sellers ke orders ki wajah se hi move karti hai aur apko chahiyeke ap unke footprints kor ead karna seekhen to ap zaroor right way market ka dekh sakte hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    is main price ko dykhty hoye humain kam karna ho ga say market main achi earning hasil ho sakti hay is main buy or sell ko option ko dykhty hoye kam karna hota hay jis ki help say market main kam karny main earning hasil hoti hay
                    "The mind is everything, What you think you become"

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X