Loss karny k waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss karny k waja
    Forex mein loss karny ki main waja yehi hoti hai k aap k paas knowledge nhi hota ya aap ne kahin se proper seekha nhi hota aur na he aap k paas koi achha demo experience hota hai is k ilawa aap gambling karty hein Jo nhi karni chahiye barray lot lgatay hein aur money management ka bilkul b khyaal nhi rakhtay aur stop loss set kiye bina he trading start kar dety hein ye aisi reasons hein jin ki waja se loss hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss karny k waja

    Assalam o.alaikum dear forex main ap na bahot umda qisim ki bat ki hai forex main hamy loss us wqt hota hai jb ham forex main apna kaam rules k khelaf kry ga or had sy zida post kry ga is lia hamy chahye k ham apna kaam rules k mutabik lrin jis sy ham kamyab ho sakin or apni rozi kama sakin
    • #3 Collapse

      Re: Loss karny k waja

      AOA Dear members! forex treading main loss hmary apny km knowledge r km experience ki waja sy hota hy hmaen forex k bary m kuch pta nh hota r hm aisy trade open kr lyty hn r money management k baher trade krty hn to hamen loss hota hy .
      • #4 Collapse

        Re: Loss karny k waja

        Dear brother forex trading men wesay tu loss ki bahut c wajoohat hen jin men ziyada profit ka lalach aur jald bazi se kam lena hota hey iss liay koshish karen k acha knowledge aur experience hasil karen aur small lot size ko use karen aur stop loss ko zaroor use karen tu loss kam hota hey
        • #5 Collapse

          Re: Loss karny k waja

          Pakistan forex me hme loss apni he waja se hota he kioke hmare pass knowledge ni hota or hm pakistan forex me trading start kar dete he jis ki waja se hme loss ho jata he isliye hme chahye ke hm pakistan forex me trading karne se phele knowledge gain kar le take hm ak ache trader bn sake or bhot sare earning kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Loss karny k waja

            assalam walekum doston Forex trading Mein kam karte hue Jo log jaldbaji karte hain aur jo Apna trade Jo Hai vah Soch Samajh Nahin lagat jaldbaji Karte Hain To unko loss ho jata hai aur Unka account jaldi was ho jata hai isliye Humko chahie ke Soch samajhkar aur Sabar ke sath Apna trade Karen Taki Ek Achcha trade Karke Ek accha profit Hasil kar Saken
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #7 Collapse

              Re: Loss karny k waja

              mere khiyaal main forex business main nakaami ki bari wajjah hay forex ka knowledge na hona oar forex kay rules ko follow na karna hay forex main mehnat karain oat merket ko samjhain to ham loss say bach sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss karny k waja

                assalamu Alaikum dear forex members how are you good evening. I hope you all will be fine. Of course Los business ka hisar hai. Hamen loss se bachne ke liye ye jaruri hai ki ham iske upar Puri tarah kam Karen aur is ke profit ko hasil karne ka pura tarika aana chahie aur aur agar samajh Na aaye to Ham apne senior se a mashwara Salah kar sakte hain jaldbaji na Karen soch samajh Kar trade lagaen waqt ka hasya HAL Karen bus stop
                • #9 Collapse

                  Re: Loss karny k waja

                  Dear members Forex main loss ki waja jldbazi ya experience Ka na hOna ha agr HM forex main knowledge gain nai kren Gy aur apna experience enhance nai krty hn tOu hm ismain kbhi BHI kamyab nai hoskty isliy zrOri ha k Forex main trading krty wqt overtrading na kren aur patience k sath Kam kren.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss karny k waja

                    Dear loss krni ki barri wajja hy k hm forex trading k baray mein kuch nai janty ur trading krty hain.trading ik riski kam hy jb tk ap k pas trading ka experience nai hy ur knowledge nai tb tk ap trading mein loss kr skty haain.ik du bar tukka lg jata hy pr hr bar nai lgta keun k trade ki movement change hoti hy.
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss karny k waja

                      G bro sahi kaha ap ny .forex ma hamasha loss rab he hota hn .is ke waja ya hn ky ap pora knowledge bahi layty .or na kisi senior ko follow kerty hn .or jb trade lagty hn marzi sy bager dahky market ko .trade laga layty hn .or paroper stope loss nahi lagty. Money management nahi hn ge to loss he hn ga .
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss karny k waja

                        g han loss karny ki wajah loss tou isan se hi hota ha aur agar wo is loss ko dil per lay ley aur pershan ho kar business katam kar day tou kasay kamyab hoga is liye ap ko loss ho tou pershan na hon balkay apni un miskes jin se loss huwa ha sekhen aur kamyab hon
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss karny k waja

                          Dear loss krni ki barri wajja hy k hm forex trading k baray mein kuch nai janty ur trading krty hain.trading ik riski kam hy jb tk ap k pas trading ka experience nai hy ur knowledge nai tb tk ap trading mein loss kr skty haain.ik du bar tukka lg jata hy pr hr bar nai lgta keun k trade ki movement change hoti hy.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss karny k waja

                            forex ma agr ap k pass kisi pair k knowledge ha to ap is pair ma trade kare agr ap k pas kisi or pair k information ha or ap kisi or pair ma trade kare to ap ko is ma loss ho sakta ha agr ap ko information de ho or ap is ko samajne ma galti kar day to ap ko is ma b loss ho sakta ha is leya ap ko chaheya k dakh kar trading kare or information ko achi tara sa dekhe.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss karny k waja

                              Dear member loss hone ki ek hi vajah hoti hai jo Sab member Jante Hain Agar Hamen ismein loss hota hai To Ham lalach karte hain lalach Nahin Karenge to loss our mein kabhi bhi nahin Hoga Hamen lalach Se Bachana Hoga aur jab Hamare market ki Munh Mein Hamare dimag mein aaye tab Hamen trade open karna chahie phir Hamen bahut profit milega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X