Forex mein nakaami ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein nakaami ki waja

    Dear forex main nakami ke sab sa bri wajah hoti hai lalch kiun ka jab ham lalch krta han tu phr ham ko lose he hota hai ham ko forex main trading krta waqt kabhe bhe lalch nea krna chaaya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein nakaami ki waja

      forex me nakami ki bhot si wja hoti hain. asal bari waja ye hai ky hum ko jab thora sa loss hota hai to hum maraket se fight shuru kr dety hain. jis waja se hum ko mazeed loss ka samina krna prta hai . agr hum us time thora sa sabar kr lyn to kbhi bhi hum ko loss nhi ho ga.
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein nakaami ki waja

        forex mein nakami ki bhut c wajohat ho sakte hy ky forex mein aqsar wo log nakam hoty hain jo ess mein mehnat nahi karty aur forex ki trading ko seekhany ki koshish nahi karty hain ess liye humy chahiye ky hum forex mein mehnat karen , lalachi members bhi forex mein kbhi kamyab nahi ho sakta hy
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein nakaami ki waja

          Forex main nakami ki wjOhat different hOskti hn agr HM Forex trading ki bat kren tOu ye kehna bekar nai Hoga k Forex main patience Ka bht brra rOle ha agr HM patience se Kam nai kren Gy tOu HM kamyAb nai hOskty hn is k ialwaa ye bat BHI sach ha overtrading aur jldbazi main lgai jany wali trades nuqsan den hOti ha aur is k apka experience aur knowledge BHI bht Matter krta ha isliy ye sary factors hi asr Andaz hOty hn trading k andr so hamin in sb Ka khyaal rkhna chahye.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein nakaami ki waja

            Assalamu Alaikum dear Forex member apnay sahee kaha hay kay hamain forex main kaamybi aur earning nhii mil Pata lekin earning hii SB kuchh nhi Hota lekin Jo factor loss ka aur failure ka reason bntay hain wo yeh ho sktay hain....
            1.learning ko ignore karna
            2. Mehnat na karna
            3.without analysis ke trading Karna
            4.rules ko follow na karna aur senior ki respect na karna
            5.LaLaCH karna aur sabar na Karna aur risk Lena.
            6.no planning, no discipline and no time table.
            Yehbwo tamaam factors hain jo zyada loss ka sabab bntay hain .hamain in sab cheezoo ko ignore krna hoga tb hamain is mn kaamybi mil skta hyy warna kabhi bhi nhii....
            Visit My Profile

            اب آن لائن

            Working...
            X