Can we succeed without a teacher in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    No i dont hink so.Teacher laazmi hona chahiye..but forex ko seekhne kay liye laazmi nahi k teacher koi insaan hi ho..dear ap kafi websites hein jin se learn kar sakte ho.Youtube pe kafi lectures hein udar se bhi seekh sakte ho,,is forum se bhi kafi help milti haii..so it all depends on you but if your friend teach you then is most netter.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      agar app new trader hai tu ap ko kese na kese artical say phar ker forex trading k baray mai samaj na hoga agar app ka kois dost trade ker ta hai us sa kuch haad tak help ly na hoga taka ap ko start ache hoo.
      • #108 Collapse

        assalam-e-alaikum dear sir mera khayal hai ka har chart Forex mai Trader ka liya .... faiday mand hai Bus us ko Kise Bhi pair mai Trade karne say Phalay achi tarha dhekna Chaiya har chart mai ka market Condition ki thi or kia hai ... agar trading kartay waqt 5m use karo to mera andazay say bhatar hai ....
        • #109 Collapse

          in My Views we Can't Succed without Teacher....Ap ko yakenaan bachpan main ABCD bhi Teacher nay he sikhai ho ge... So yakeen Rakhain k har kam Teacher k binaa Adhoraa hai...or Forex Trading Main aap ko yakenaan insani help ki Zarorat parti hai.
           
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #110 Collapse

            Yes of course we can get success and we can achieve our success from our-self study and by hard work, you take help from your friends who is a trader if you have no friend then get help from any senior member of pak forex forum , they will help you.
             
            Last edited by ; 30-01-2014, 08:32 AM.
            • #111 Collapse

              Forex forum main work k liye hamen kisi teacher ki zaryrat nhe hoti ham demo account se trading ki practice aur forum main posting se bhe knowledge le sakty hain.
              • #112 Collapse

                Mere nazdik forex main kisi teacher ki zarorat nahi jese ap chote hote hain to apko koi bolna koi sikhata nahi ap khud observation se sikhte hain to yehi kuch forex main bhi hota hai observation krna hoti hai
                • #113 Collapse

                  without Teacher Forex trading Sekhnaa Thora Mushkil hai magar Teacher k pass janay say pehlay Aap ko Apnaa mind bana lenaa Chahiyee... k forex Trading Main hard Work Sirf Study he hai us k baad Sara Kam Ap ki fingure Tips or mouse pointer k Sath he karnaa hota hai... main Samajhtaa hon K kitabaain insaan ki Teacher hoti hain magar phr bhi forex Trading main Aap ko insani help Zaroor chahiyee hoti hai.
                   
                  Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                  • #114 Collapse

                    her chez main agay nikalnay k liye sekhna perta hai or sekhnay k liye kisi ki zaroorat perti hai wo teacher hota hai jo app ko ghaltio say bachata hai loss say bachata hai or forex ek aisa business hai jis main jitna sekha jae kam hai es business main teacher hona achy bat hai q k wo ap ko market ka ziyada acha bata sakta hai or trade mai profit ho sakta hai ..
                    • #115 Collapse

                      Can succeed without a teacher in Forex by learning through the Internet there are many things to learn from them and gain sufficient experience
                      • #116 Collapse

                        He kam ko jan'ny k liye aik teacher ki zarorat tou hoti ha jisne apko thora se b kam btaya ha forx ka woapka teacher ha han ager apko koi bets teacher mil jata ha then apko chye k ap uc s zyada se zya ic kam ko seekhn ln.
                        ...........................:)YOur One thanks Is apperciate able for me so click thanks:):D.............................
                        • #117 Collapse

                          teach se faida bohat hota hai iss main ye hota hai ke agar ham kisi export ki help lete hain sucess gain bhi karte hain aur ye hai ke khood ko bhi thori mehnat ki zaroorat hoti hai .
                           
                          • #118 Collapse

                            Aap forex marketplace mein zayada sy zayada time spend krain, successful aur experienced traders sy meeting krain, aap ko teacher ki zaroort nahi paray gi, aap koshish krain jitnay b experienced log is marketplace mein kaam kr rahay un k kaam krnay k tareekay ko dekhen aur phir planning krain k aap ko kya krna hay.
                            • #119 Collapse

                              g bilkul bhi nhi forex jaisa kam ostad k beghaier ni ho sakta m bilkul farigh tha k mere ik janny waly ny is kam sikhaia aur mujhy forex ki tarf ly k ayaa aur agr wo mere ranumaie na karty to m ye kam kabhi bhi ni kar sakta ab bhi har mushkil m wo mere help kartty haien
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                forex main kisi bhi kisam k teacher k bina success hona bilkul namumkin hy, kyu k ismain ap learning or knowledge k bina ismain kamyaab hojaen aisa na mumkin hy, forex k rules main learning bht hi importance rakhta hy, us baad hi ap kuch kar pate hain ismain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X