Can we succeed without a teacher in forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1891 Collapse

    I am a teacher because you don't think you can go wrong way or can be separated in forex but it is very good advice and well trained, well on track with any teacher good experienced.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1892 Collapse

      without teacher bhi ho skty hay phir ap khud learn kro aur forex good business hay un sab logo kay liye jin kay pass job nahi hoti hay aur jo chatay hay kay woh real business karay forex aik real business hay is mein tu koi bhi fraud nahi hay isi liye mein is ko bahot pasand karta hon aur mujhy umeed hay kay ap is ko seekhnay ki koshish zaror karay gayn .
      • #1893 Collapse

        aslam o alaikum dear no i dont think soo ... kio k koi b kam asa nhe hai jo hum teacher k bgair kar saken har kam karnay
        k lia hamen ek proper guide ki zrurt hoti hai iss kay bgair hum kuch nhe kar saktay soo its important to have knowledge about it
        • #1894 Collapse

          without teacher success hna mushkil he and ham loss ko bacha saktay hay yeh ham par depend karta hay isi liye mein chata hon kay aap log forex ko learn karay aur demo account par khoob practice karay takay aap ka knowledge increase ho forex aik worldwide business hay aur acha business hay.
           
          • #1895 Collapse

            Forex trading aik buhat hi acha business he es min se hum kafi umeedin rakhte hin k kafi bari earning kar lein ge jeise jeise market move karti he to hum soch samjh kar jab kisi teacher ki hidayat k mutabiq trading karte hin to hum kafi bari earning bhi kar skate hin yahan pe.
            • #1896 Collapse

              Dear koi bi kaam bhagair sekhy ni kea ja sakta ap ko kuch sekhnay ka lea lazmi teacher ki zurarat hoti ha isi tarha trading ma bi teacher ka hna bht zururi ha
              • #1897 Collapse

                without teacher ap success ni hogy aur forex aik best powerful aur easy business hai aur forex mein aap ko loss hota hia ia ka reason yeh hai ky koi bi business ho us mein aap ko loss ho ga aur forex mein aap achi money make kartay o aur yeh best aur easy way hai success ky liye.
                • #1898 Collapse

                  yar hum teacher ke bagair success hasil kar sakty hain kekin boht arsay kay baad kiyon ke hum ko successfull hony ke liye forex mai teacher ki zarort hoti hai kiyon ke jo hum ko batata rahy ke kahan per kaya karna hai iss ke bagair hum forex ki bussiness mai kamyabi hasil nai kar sakty iss liye zarori hai ke hum teacher zaror rakhy forex mai.
                  • #1899 Collapse

                    forex trading maina sal cheez learning hoti hay ab ye ap per hay kay ap teacher kay sath is business ko learn karty hain ya khud say hi is ko learn karty hain main nay to is business ko khud say hi learn kia tha aur abi tak ALLAH ka shuker haya chi earning ho rahi hay
                    • #1900 Collapse

                      nahi bhai mera nahi khayal hai kay forex ma teacher ki zarorat hoti hai zyada tar logon ko aisay hi dekha se learning kertay hwe , mainay bhi aisay hi learning ki hai forex trading ki , or agar ap bhi mehant kro to khud se learning ker saktay ho ksi teacher ki zarorat nhi hai
                      • #1901 Collapse

                        Yesit is very good for you to concentrate and grow so always concentrate and grow from one level to the other so be very focus and make good money at any given time so be very focus
                        • #1902 Collapse

                          The final goal is not only to seek profit with emotion but with a system that can allow us to focus on the we trade system discipline against any system that occur in the market
                           
                          • #1903 Collapse

                            ji nahi bhai jaan hum is main kabi b kamiyab nahi ho sakty jab tak hum is main ksi acha say teachher say seekh na lien is main hum ko ksi achay say guider ki zarurt ho ge jo humay achi tarah say guider karay
                            • #1904 Collapse

                              humein forex sikhne k liye kisi b teacher ki zarurat nai hoti yeh to hum khud he sikh sakte hain lekin ager ap ko koi b asi chez ka nai pata chal raha to fb per bohat se groups hain jin mein ap kisi se b puch sakte ho yahan per b comment kar sakte ho yahan se b sikh sakte ho puch sakte ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1905 Collapse

                                ji han, hum forex mein teacher k baghair success hasil kar sakty hain q k agar humen teacher available nai hai to hum net se websietes ki help lay sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X