agar koi shaks koi job nahi karta to us ko forex trading business full time hi karna chahia taka us ka akhrajat pora ho sakan asani sa aur agar koi job karta ha to wo part time hi kar saka ga is sa us ki amdani ma azafa ho ga aur mali tension kam ho gi. wasa ye business hi aisa ha ka ghar baitha kia ja sakta ha aur 2no tarah hi ho sakta ha full time bhi aur part time bhi magar is ma aram karna bhi zaroori ha.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим