tae profit kia hota hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tae profit kia hota hai
    take profit kia hota hai aor iska kia faida hota hai....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey
    • #3 Collapse

      bhai take proit ye hai ap jab order purchased karte hain to humein ye nahi pata hota hain ke kab profit horaha hai aur kab oss horaha hai islye aphume take profit aur stop loss lagate hain aur is mein faida hota hai ek limit lagat hain jism se jab limited cross hota hai jab loss ka to order khud na khud cancell hojata hai aur lemit cross hota hai profit ..........
      • #4 Collapse

        take profit ye hota hai he jab app trade lagate hain to app sochte hain ke ye muge kahan tak profit degi app apne andaze ke mutabik takeprofit late han or ap ka trade wahi per closs ho gata hai
        • #5 Collapse

          mere bhi apko chaey k apf orex par proper training karn or forex par trading k liye take profit b use karn q k agara p ko forex par profit hota ha to ap take profit use krte ho k ap ka profit ek limt par a k ruk jay q k ap ko forex par profit k bad loss ho jata ha
          • #6 Collapse

            Hum jo bhi trade open karte hain to us ko take profit aur stop loss de sakte hain. Aur is kay through hum trades ko achi tarah control kar sakte han aur kafi successful bhi ho sakte hain.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mubasher786 پيغام ديکھيے
              take profit kia hota hai aor iska kia faida hota hai....
              well dear tp aes aoption huta hia ju k ap trade open ke r k laga dete hain aur jub ap dekhet haink market itna move agay ekregy tua op waha per tp laga det hain.,
              • #8 Collapse

                ap ka sawal saberdast hai me is bt per yaqeen rakhta hon or mere khayal me to ap jab order purchased karte hain to humein ye nahi pata hota hain ke kab profit horaha hai aur kab oss horaha hai islye aphume take profit aur stop loss lagate hain aur is mein faida hota hai ek limit lagat hain jism se jab limited cross hota hai jab loss ka to yeh khud kat jati ha esi tarha take profit main bhe ha
                • #9 Collapse

                  take profit main aap ko aik point lagan parta hai k aap kis point tak profit earn krna chahty hain us point tak aap ka profit khud ba khud stop ho jata hai
                  • #10 Collapse

                    forex main kaam karty howe ap jab trading karty hain to is main take profit ki technique use karty hain jis say ap khud ko loss say bachaty howe is main trading karty hain or profit earn karty hain is main
                    • #11 Collapse

                      wo bonus banate hain but wo bonus kam hota hai aur wo sochte hain ke wo asi bonus se bht sara amount earn kar sakte hain jab ke aisa nahi hota hai forex trading ke business main ap ko big profit ke liye big experience aur big amount ki zarorrat hoti hai,,,,,,
                      • #12 Collapse

                        is ka matlab yeh he keh ek point pe ham pna profit lock kar lete hen aur phir us point kop jese hi trading touch kare gi, usi waqt apki trade auto pe quit kar jae gi aur apko uska benefit bhi hoga
                        • #13 Collapse

                          well jnab , ap ne jo thread kara hein tu mein iss baray emin yeh kehna chahoon ge ek bai mein b ap ki tarha iss forex mein new ai hoon n abi postings pe hee hoon , baki tradng k baray emin seekh rai hoon , ap ka yeh thread n thn iss pe snrs k posts meri b help kar dein gein
                          • #14 Collapse

                            take profit hasil karna hai to hume yaha pay trend k sath sath he kam karna ho ga jb tak hum trend ko follow nahi kare gay hume is bat ki samjh nahi ae ge aur hum sub yaha pay he kam karty hain aur is ko dekhna chahye ye samjhnay say he samjh ati hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              stop loss aur take profit lagane k to 2 hi tareky hai ...pehla tareka zayada asaan hai wo mai ap ko bta deta ho..aesa hai k agr ap sell ki entry lagaty hai to os entry ko pakar kr oper le ja ka chor de jitna ap chahty hai to stop loss lag jaye ga aur agr neachy ki janib le jaye to take profit lag jaye ga...ok

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X