himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain
    is business main mehnat to chalte hae or jab earning start ho jate hae to mehnat karte bhe sab hain lakin sirf mehnat he kafi nhe hae is ke liye apke pas himmat bhe hone cahiye agar apko ache tarah se kamayb hona hae to apke pas himmat bhe hone he cahiye jis se ap apne mushkil halat ka samna kar saken jesa ke loss wagaira ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain

    Aaap nay theek kaha forex main Jo log Himat or jurat say kaam krtay hai un ko hasmsha kamyabi hoti hai keon ka un main kaam karna ka confidence hota hai tu wo hiamt say kaam krtay hai wo loss hona pr bi prashan nahi hota tu Himat say loss ka samna krtay hai tu acha kaam Kar ka kamyabi hasal krtay hai iss Lia aap bi Himat or jurat say kaam kray gay tu aap ko kamyabi zaroor Mila gi
    • #3 Collapse

      Re: himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain

      g han himat oe jurat walay hemesha kamyab hotay han is liye ap bhi har kaam himat or jurat se karen agar ap himat or jurat se kaam karen gay tou zaror kamyanb hon gay agar apko kabhi loss ho jaye tou is waqt apko himat or jurat se agay barna chahiye or loss se muqabala karna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain

        G haan kamyabi k liye zroori hai k business main himmat o jurrat ka muzahra kiya jaye jld baazi sy bchna chahiye trading main nfa or nuqsaan saath saath chlty hain aisi sorat main nuqsan hony ki sorat main himmat o jurrat sy kaam lyna chahiye or jald baazi k ghlt faislon sy perhaiz krna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain

          Aslamolaikum ji Han theek kaha ap nay jo log himmat rakhtay han hamesha wohi loog kamyab hotay han kiu ksy Forex man wohi log Mehnat kar saktay han Jo log himmat rakhty Han hamay chaiye Kay ham forex Kay kam himmat say kartay rahy kiu Kay Mehnat ham tab hi kar patay han jab hamary ander Mehnat karnay ka jazba or himmat ho or forex ek asa business hay Jahn ham apni Mehnat ki waja say hi kamyab ho saktay han is lya hamay himmat say Mehnat karty rehna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain

            Assalam o alikum Je bhai Jan ap NY bilkul theek kah AGR insan himat or hosly sy kam kry to woh kamyab ho jata ha courage and faith , power are basic point to get success in any field
            • #7 Collapse

              Re: himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain

              aoa Dear members! forex treading main sirf wohi loug kamyab hoty hn jo himatr jurat sy kam krty hn r kamyabi ki manzalun ko chou lyty hn forex k kam main himmat kbi nh harni chaeay rna dil bardasht hona chaeay is kam main loug saber k sath kamyab hoty hn .
              • #8 Collapse

                Re: himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain

                Pakistanforex men work karny wala hamesha wo kamyabi ko hasil karty hen jo himmat sy kam karty hen aor loss any per kabhi bhe nahii darty aor aisa karny sy kabhi unhen loss men sochta hon ni a sakta hy good think in pakistan Forex trading good bonus Hasil karny ka big zrya bnti hy iss lye ahtyat ki jye acha work Karen aor yad rakhen pakistan Forex trading business men always himmat aor jurat wale hi kamyab hoty hen
                • #9 Collapse

                  Re: himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain

                  Assalam o Alikum my daer friends bhai jan ap ki baat bikul thik hy
                  Malik Fiaz khokhar
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: himmat-o-jurt wale he hamesha kamayb hote hain

                    yes you are right forex mein wohe log kamyab hoty hai jo kbhi himmat nahi harty hain , forex ky business mein bhut se asy cheezy aty hain jin ki waja sy hum dil har jaty hain aur kam karna chor daty hain humy asa nahi karna chahiye tab he hum ess mein kamyab ho sakty hain other wise kamyab mumkin nahi hy ...

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X