Humein tb tk demo account karna chahiye jb tk hum koi perfect strategy nhi dhoond lety aur her bar nai strategy se work karna chahiye aur her bar apni ghaltiyon se seekhna chahiye jb b aap ko koi achhi strategy mil jaye jo aap ko consistent profit de rahi ho to be usi strategy ko real account per b apnayein aur koshish karein k ghaltiyon ko demo account mein he control kar lein kyun k real account per ghalti karny ki koi gunjayesh nhi hoti is k ilawa knowledge b haasil karty rehna chahiye forex ka tabhi aap kamyaab ho sakty hein
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим