Zayda posting karny k nuksan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zayda posting karny k nuksan
    Asalamu Alaikum
    Mai ap sub sy dubra ye share karna chati ho kiyo k abi sub ko 1440 error issue horaha hajn k post ko zayda karny sy nuksan hee hain posting limit k according nahi kary . limit sy kam he rahky kiyo k mai zara 40+ bhi post karo to 1440 error show hojata hain phr ek 2 din k liay posting stop so its better kam posting kar k error safe account rahky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zayda posting karny k nuksan

    g aap na bhootvachey baat ham sab ka sath share ke hay lakan hamy ya nuksaan ni hota zeada posting karany sa balkey hamy es main bhootbzeada faida bhe hay lakan in ka rules ka mutabiq jitni bhe posting karain vho hamy iir bhe kamyab bana daiti hain na ka hamy nakam lakan aik sjart par kh on ka rules ko follow karty hova kqam karna chaheya
    • #3 Collapse

      Re: Zayda posting karny k nuksan

      Jab kbi b Ye error dubara ay to next day forum py aty hi threads na krn wrna agy 24 hours Ye error ay. Is sy bachny k liy start me post py Coment krny sy next day Ye error khatam ho jata hy.
      • #4 Collapse

        Re: Zayda posting karny k nuksan

        G Han dear ap ki bat bilkul sahe Hai k hmen posting ki daily limit ko bilkul he cross ni krna chahy asi posting ka Kia faida jis mn hm achi trah knowledge experience y learning share ni kr sukty ya ham aik din mn 50post kr len aor agly 2din hamen wait krna parhy ga as liay Kam acha kren aor Thora kren tu ziada bahtar aor aor acha bonus bhe hasil ho suky ga
        • #5 Collapse

          Re: Zayda posting karny k nuksan

          Assalamualaikm me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge.. mery bhi forex forum per hamain zeada posting krny ka koi nuksan nhi hota balke faida hota hai is Lia hamain chahea k ham zeada se zeada posts karain ta k hamain acha bonus mil saky aur ham achi trading kr sakain
          • #6 Collapse

            Re: Zayda posting karny k nuksan

            hello sister pakistan forex forum posts ki aik limit deti ha k aik din m 50 posts ki ja sakti hen jin m 4 threads r 46 comments hoty hen na he koi 4 sy ziada threads kr sakta ha r na he koi 46 sy ziada comments jo br br limit tory ga usko phly warn kia jy ga phr uska account block b kia ja sakta ha
            • #7 Collapse

              Re: Zayda posting karny k nuksan

              Jab ap achi quality ki posting nahin kartay aur ziada se ziada posting kartay han js ki quality low hoti hai tu phr hi ap ko aik din k liye bann kiya jata hai agr ap achi quality ki posting kartay han aur knewledge aur information share kartay han tu ap apni limit k mutabik posting kar saktay han
              • #8 Collapse

                Re: Zayda posting karny k nuksan

                Forum ke upar posting karne ki ek limit set hai jo ke 50 hai agar ham log 50 Se zyada posting Karenge To Hamen error show hoga aur usse zyada posting Nahin Hogi isliye Hamen chahie ki use tere ko show hone se pahle apni posting ko rok De sake Ham Apne account Ko Kisi kism Ke tractor ke upar na dalen
                • #9 Collapse

                  Re: Zayda posting karny k nuksan

                  Asslam o Alaikum friends forex aik online business hy jas pay kam krny ja aik maqsos target hota hy hasy hum by complete krna hota hy agr hum usy complete ni jry gay tu nuksan humra hoga ku k jab kam complete ni hoga na hi thk quality wla tu us surat humy loss hi hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Zayda posting karny k nuksan

                    walcome to pak forex , jee aaisha je hum aesay hi kar rhay hay 40 posts ke bad 4 threds ke bad hum bhe clos kar detay hay ta kh 1440 erore na aa jaay .agr 40 ya 45 posts ache qualty ki honi chahiye ta kh acha bonus milay
                    • #11 Collapse

                      Re: Zayda posting karny k nuksan

                      G han ap thik keh rhy hen me apki bt sy agree karta hon apko boht zyada poste bhi nai karni chahye aur 50 posto ki had ko cross nai karna chahye kui k jb ap 50 posto sy zyada poste karty hen tb apko 1440 wali limit show ho jati hai aur ap 24 gamt tk koe post nai kar sakty aur apka ek din zaya ho jata hai es lye 50 posto sy zyada poste nai karni chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Zayda posting karny k nuksan

                        Mere khayal main to ziada posting karne sy koi nuqsan nahi hota haj ager aap time ko manage kar k posting karte hajb to aap kabhi bhi nakam nahi hokste isliye koshsih karen k hamesha time k mutabik withinday aap posts ki.limit puri karen to aapko bhot ziada faida hoga or aap achi earning kar skatw hain or successful ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Zayda posting karny k nuksan

                          FoRex TraDiNg MaIn ZyaDa POsTinG KaRne Ka KoI NUqSaN Nhi HaIn FaIda Hi FaIda HaIn To AcHa bOnuS ZaRooR MIlTa Hain ISi Liye ApNe POsTing Par YaQEen RaKhen TO Hi KAmYaBi MuMkin hAi HaM Is MaIn MeHnaT Se Hi KamYaB Ho SakTe Hain mEhNat KaRna ZaRooRI HoTa HaiN Jab TradEr MehNat KaRte Hain To SuCceSS HaSil KaRte Hain
                          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                          :1f4af:
                          • #14 Collapse

                            Re: Zayda posting karny k nuksan

                            mein senior member ki bat se agri krta hn uhno ne sahi kaha humko posting ki limit according nahi karni chaiye forex ke rules ke mutabik kam kare takay apko 1440 wala error dobra naa aye is liye posting ki lalach na kiya kare takay ap nuksan se bach sakay.
                            Mehnat Me Azmat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Zayda posting karny k nuksan

                              ap ki bat tek hai laken jo time ka error taa hai wo apk 1440 min pry hony par he milta hai q k apk yah minut count ho rahy hoty hain laken apko he wo time yad nahi hota hai laken aghr a aik he time main yah 5 se 6 ghonton main 50 psst kar jaty hain tu apko tab he posts karny ki ijzat milti hai ju 1441 minute strat ho jaty hain tu apny time ki calculation ko pora akhen apko kbi bhi error nahi ay ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X