Kia market ko samjna asaan hota hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia market ko samjna asaan hota hay?
    Forex market ko agar samjna asaan hota to learning karny ki koi be trader koshish nahi karta, market ko understand karna hi sab se big problem hoti hay jo key bilkul be asaan nahi hota, traders ko y problem solve karny key ley mehnat ki zarorat hoti hay esy hi traders learning se market ko asaan bana sakty ho jo regular learning work karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy nh bhai market bht tough hy hmain chahiay kh hum candle or news ky zariay market ka jaiza lin or market ka jaiza liay baghair trade open na krin q kh aisi trade ap ko loss dy sakty hy.
    • #3 Collapse

      Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

      Assalam.o.alaikum
      Ap nay boht acha sawal kia hay ...
      Market ko samjhny k liye hamain chahiye k pakistan forex forum main achi mehnat kar k acha knowledge or experience hasil kar k market k samjhain...acha knowledge 0r experience hasil kar k hum forex market ko asani say samjh sakty Hain...or acha profit hasil kar saktay hain
      $#@#i Khan
      • #4 Collapse

        Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

        Forex trading business ki market ko samjhna hi Sab see mushkil Hai lakin hum is k liye mehnat aur hardwork karain aur demo account par ziada se ziada practice karain tu hum forex ki market ko samjh saktay han aur is k liye hum ko mehnat aur hardwork kar k learning aur experience hasil karna ho ga tu hi hum market ko samjh saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

          Asalamu Alaikum
          Gee bilkul forex trading mai market ko samhjna he sara game hain pori forex he market par depend karti hain or is market ko samhj kar he trading kar skty hain laken market ko samhjna itna asan nahi hain is ko samhjny k liay bht learning ki zarurt hoti hain tb he khae jakar profit earn kar skty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

            han g markeet ko sa mjhna asan bhi hy or mushkil bhi hy i mean strat mein mushkil hy or thora waqt guzerny k baad sab khuch asan ho jata hy or hamin sab asan bhi lagta hy to hamin smein experince hasil kerna chaty hein to hamin bhi sab lhuch asan lagny agta hy [hir hamry liuy sab klhuch asan ho jata hy hamin ismein mehnat kerni chaiy or khud ko strong bna chaiy active rehna chaiy waqt ki pabandi kerni chaiy qk waqt ki pabndi azemm logon ka shewa hy istrah hamry liuy sab khucjh asn hota hy market ko samjhna bhi asan ho jata hy ,,,,,
            • #7 Collapse

              Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

              g han boss pake bat belkul thk hay forex market ko samjnha asan hy .lekn sab ky ley asan nai hy ji member mehnati hen serf un ky ley he asan hy jo log dill laga ky kam nai karty forex ko time pass busnes samjhty hen aysa member kabhe bhe kaamyabi hasil nai kar sakty hen.es ley man apsy kahna chataa hun keh zeada sy zeada dill laga ky kam kaaren mehnat ky sath he kam karen
              • #8 Collapse

                Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

                Assalamu Alaikum dosto Forex trading of Pakistan Se Duniya ka sabse business Karva de ke liye Hath Mein Aur Ishan Davinder Singh ke bahut se log berojgar mrityun ke paas Koi karobari ke liye bahut hi Pareshan rahte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

                  G nahi dear . Market ko samajhna bhut mushkil hy. Market ko samajhny k lway hmain har wakt market rate aor es ka analysis kelrna chaheay aor news jo update hoti hain un sy b touch rhna chaheay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

                    ji han bhai jaan bilkul aapane sahi kaha hai market ko samajhna Aasan bilkul bhi nahin hai agar Ham ismein kam Karte Hain To Ham ismein use karte he market ko samajh sakte hain Jab Ham ismein Jyada Se Jyada experience kar lenge isliye Hamen bahut hi jyada experience Hasil karna chahie Taki Ham market ko jaldi samajh jaen aur earning kar sake
                    PAK ARMY ZINDA ABAD
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

                      Assalamu alaikum all Forex forum members Sawal hi nahin Forex ki market Ko samajhna Itna Aasan Nahin Hai Jitna ke sab samajhte Hain Forex ki market ko samajhne ke liye experience Hona bahut jaruri hai aur experience ke liye Hamen Waqt dene bahut jaruri hai Forex Mein Itni aasani se Ham market Ko Nahin samajh sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

                        Ji Nahin market ko samajhna Aasan Nahin Hota yah Ek Mushkil kam hai aur yah aapko Ahista Ahista hi aata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

                          Aslam o alikom dosto kya hal chal hy or ap ki bat theq hy k forex main market ko smjhana asn bhi or muslsl bhi agr is ko mushkil na bnta jy to asan hy jaldi smjhny ko koshesh ki jy tky acha profit hasl ho sky
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia market ko samjna asaan hota hay?

                            Forex trading main market ki movement sy hi sb control hota hai is liye kamyab trader wohi hai jo market ko sehi andaz main analyze kr sky market analysis asan kaam nai hai blky is k liye bohat zyada knowledge ki zrorat hai knowledge k saath saath sbr sy b kaam lyna chahiye or poorhy focus k saath market ko judge kr k hi hm profit earn kr skty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X