Lot size hamesha chota rakhna chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size hamesha chota rakhna chaiye
    Aslamolaikum dosto... Kasy han ap Sab...hamay hamesha lot size chota rakhna chaiye kiu Kay lot size kam rakhnay ja faida hamay ye hota hay Kay ager hamay loss bhi hota hay to wo bohat kam hota hay or ager profit hota hay to wo bhi mam hota hay asy ham batay nuqsan say Bach jatay han is liya hamy hamesha lot size kam rakhna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

    g han bhai jan hamen lot size ko chota he lagan chye ager ham lot size kam istimal kren gay to ham is say acha profit hasil ker sakty hain.is k illawa hamen chye k ham zroor mhnat kren ruls ko kbhi na toren ager ham rules ko toren gay to ham zroor is men ham nakam aik na aik din ho jain.s liiye ager ham nakami say bacna chaty hain to hamen chye k ham rules ko strictly follw kren to ham is emn kamayb ho sakty hain.aoor is k illawa hamen chye k ham lot size kam say kam lgain kun k ager hamri koi trsde loss men jati hai tio uskaily hamen chye k ham again money menagemnt ko follow kertay huwe trade ko open ker saken.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

      G haan dosto jb bhi aap sub se phly forex trading k demo account pe teading karain toh hamesha kam lot size se trading start karain aor aap ko aasani se trading k baray main samajh aaye gi otherwise ager aap zaidah lot size use karain gay toh aap ko forex trading k baray main samajhna muskil ha...
      • #4 Collapse

        Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

        yes dear apn saeh kaha h k ham apne acond ko chek kr k agr lot size use krien kuin k jab ham kam kr raeh hain markeet mein to acha profit hasil krne klye ye zarori h k lot size km use kuin k agr ham lot size zayada use krien ge to ham is se apna noksan kr bhetein ge is se phr koi khas nfa hasil nai ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

          YeS ForeX TRadIng miaN HameSha LOT SiZe Kam RakHna ChaYe To Hi haM Is MaiN KamYab hO SakTe HAIN FOreX tradIng Main Lot sIZE ApnE BaLaNce KO DekH KaR TarDing KarNa ChahhyE JaB HaM Is Main ApNe BaLAncE Ke MiqDar Se TRaDing KarTe Hain To Is MaIn Se HameN zarOOr FaIda HOta HAiN
          Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
          :1f4af:
          • #6 Collapse

            Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

            AOA Dear members forex treading main tread open krty waqt lot size km lgaen yani apny account k mutabiq lgaen ye na ho ap ka account chouta ho r ap lot bari lga daen is sy ap ka account b wash ho skta hy km lot size sy ap ko profit km mily ga mgr ap k account ko khatra nh ho ga .
            • #7 Collapse

              Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

              ji han bhai jaan aapane bahut hi Achcha Sawal kiya hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie hai kya main ismein Hamesha lot size kam se kam rakhen Agar Ham Jyada lot size rakhte Hain To Hamen loss Ho Jata Hai Jiski vajah se Hamara account was ho jata hai isliye Ham Sab Kuchh sahi hai ki Ham ismein kam se kam lot size rakhen aur apne account ko wash hone se bachayen kam se kam profit Hasil Karte Rahe
              PAK ARMY ZINDA ABAD
              • #8 Collapse

                Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

                Working Chandigarh Karni chahie aur ek dusre se pressures ke sath Agar Ham kam Karenge To Hamen Kuchh Bhi Nahin Aise Milega kam ke liye Ek Aur important Baat jo hai ki Hamen Yahan per confidence level course table Rakhna hota hai market per depend karna hota hai ki market Yahan per kaise kaise kam karti hai agar market Yahan per regular method ke sath kam Karti Hai To Hamen Yahan Par party Colony working experience and knowledge ke sath kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

                  g dear hamaehsa apny acvount ko dekh kar he lot size select kry taky loss hony ki sorat me ap ka account stable rahay or ap trade krty rahain
                  Achy Threads py thanks tu banta hai na
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

                    Asalamu Alaikum

                    Gee han lot size kam use karny say account bhi safe rahta hain or lalach bhi nahi ati zayda profit ki agr apni analysis ki base par lot size rahk kar trade open kary to is liay random lot size par trade nahi karna kam zayda kar k trade karni chaeye
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

                      G han lot size hamen chota rukna chahey ta ky hum acount man loss na ho or lot size ziyda ruakny pr acount man loss bhi ho sakta jis sy humara acount wash ho sakta hai is liy lot sazi chota rakna chahey
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

                        Asslamo Alakum welcome to pak forex dear friends ap n sahi kha forex p trading krty hoy es bat ka kheal rkhy k hmri trade hmry account k mutbk ho us k ly hum lot size ka use krty hun account bonus zeada hai to lot siz nrml use kren agr km hai to phr smll lot size use krty hoy profit ko save kren bjay loss k
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: samana پيغام ديکھيے
                          Aslamolaikum dosto... Kasy han ap Sab...hamay hamesha lot size chota rakhna chaiye kiu Kay lot size kam rakhnay ja faida hamay ye hota hay Kay ager hamay loss bhi hota hay to wo bohat kam hota hay or ager profit hota hay to wo bhi mam hota hay asy ham batay nuqsan say Bach jatay han is liya hamy hamesha lot size kam rakhna chaiye
                          Trading Mein lot size bahut jyada matter Karta Hai traders ko chahie Ke Jab Ve trading karen to small lot size use Karke trading Karen Jab Big Lot size use Karke trading Kiya Jaati Hai To bahut kharab hoti hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size hamesha chota rakhna chaiye

                            W.salam bro. G bro forex ma hamasha trade kerty lot size samal he rahkna chy. Or hamasha stop loss lagana chy. Ta ky ager trade loss ma chli by.to mahy loss kam hn .choti lot py loss be kam hota h. Ager profit ma lot size sy kam parofit hn ga but safe trade hn ge.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X