< New trader's tendency >
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    < New trader's tendency >
    There are some new traders whose tendency is to open a big lot size trade in order to get big profit quickly without setting stop loss. When the price goes against him his balance becomes zero after some hour. They should be change this tendency otherwise big loss will come again and again.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jaan har busienss mai pehle to humay theak say apni stretegy k saat he chalna chaiey kiu k is mai los ki waja yahe hoti hai then humay loss hota hai is mai
    • #3 Collapse

      new trader ko chaiye k wo demo account main kam karna chahiye jab in ko tarde ka experince hasil ho jye tab he real main trade karni chaiye
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum meney be bhai jii akser yehi bat note ki hey key jab be koi new trader trading karta hey wo pehli aik do trade to theek karta hey us key bad aik dam sey aik biggest lot size rakhta hey aur sab loss ho jata hey.
        • #5 Collapse

          aap nay bilkul sahi likha hay bhai aksar loog ziada profit ki chakkar main lot size bara rakh letey hain jis ki waja say lose ka samna karna parta hay new traders ko ye baat achai tarha samjhni ho g k forex real business hay is k kuch ruls hain jab tak ruls follow nai kiye janin gay tab tak kamiyabi mumkin nai hay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
            There are some new traders whose tendency is to open a big lot size trade in order to get big profit quickly without setting stop loss. When the price goes against him his balance becomes zero after some hour. They should be change this tendency otherwise big loss will come again and again.







            yes bro ma ap ki baat sy agree karta ho k kafi new traderjab trade kartye hai tu wo big lot ka size laga dety hai jis sy un kotrading ma big loss ho jata hai or phir wo es business ko blame kartye hai.
            • #7 Collapse

              bhai jaan hamain is business main kam se kam lot ko he use karna chaye ta k hum is business main loss ko kam kar saky and profit ko high kar saky so we all have to use small lot and leverage.
              • #8 Collapse

                forex mein jo bhi new tarder ata ahi wo ye samajhta ahi ke is mein bohat ziyada apise aur wo bhi bohat kam time mein kamaye ja sakte hain lekin aisa nahi hai is mein kaafi time lagta ahi.
                • #9 Collapse

                  is main bot say log new hain or trade main kam karty hain is main hard work kar kay kam karty hain to trade main achi earning hasil karty hain magr har koi trade main successfull nai hota hay boht say log loss b karty hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Forex main her trader trade apni strategy our planing k mutabik kerta hai usi leay her aik ke earning dosarey trader say different hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Jb new trades forex main trade krty hain to unko chaye k apni lot ka soze chota rkhain ir stop loss ko alzmi use krain ta k agar unko loss b ho to ziada na ho or unka capital b bch jai
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                        Forex main her trader trade apni strategy our planing k mutabik kerta hai usi leay her aik ke earning dosarey trader say different hoti hai
                        ge han bhai hmein apne trading mein ache strategy bnana chahe aur hm apne trading mein ache planing krein aur apne trading mein sahih experience ho aur hmein apne trading mein mhnt krne hote he aur apne trading mein rozana acha wqt dena prta he phr hm apne trading mein ache earning hasil krte hien

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X