Forex mein ghaltiyan??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein ghaltiyan??
    Forex trading jb b aap karein aap ko apni her ki gai ghalti se seekhna chahiye aap ko kabhi b stop loss aur take profit k baghair trade nhi karni chahiye support aur resistance ka khaas khyaal rakhna chahiye barray lot nhi lganay chahiyen emotional bilkul nhi hona chahiye bal'k relax ho kar trade open karni chahiye manual close nhi karna chahiye apni trade ko is k ilawa aap ko chahiye k money management ka khyaal rakhein tb tk real account start na karein jb tk demo account mein aap ki practice achhi na ho jaye he chhoti chhoti ghaltiyan hoti hein hon se hum apna loss karwa lety Hein in se bachna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein ghaltiyan??

    Aapane bilkul sahi Kaha Hamen frox per Hamesha Galti hone Se Bachana chahie Agar Ham new Hain To Hamen Hamesha take profit per hi trading Karni chahie jisse lose honey k chance Nahin Honge aur Hamen bahut jyada profit hoga Hamen Hamesha take profit traiding Karni chahie han Agar Hamare Paas Koi experience hai To Ham dusra Rasta istemal kar sakte hain aur Agar Ham demo account per expert Hain To fir bhi Hamen take profit ki jarurat Nahin Hoti Ham apni Marji se trading Karte Hain aur profit kamate Hain
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein ghaltiyan??

      Bilkul friend hmain forex ma apni mistakes sa seekhna chaiay aur next time un ko mind ma rakh kar kam karna chaiay ta k hm km ghaltian karain aur hmari trade k fruitfull results mil sakain. Apni trade ma jaldbazi aur lalach sa bachain aur sabr k sath kam karain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein ghaltiyan??

        My dear forex members assalam o aalikum umeed karta ho ka ap sab khiryat sa hoon ga dosto aj ka jo hamara sawal hy wo ya hy ka forex main hamari galtya kis traha ati hy agr ap is main jaldi wala kaam karta hy is waja sa ap ki galtya ati hy aur ap ki inhi galtyo sa ap ki post delete ho jyti hy
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein ghaltiyan??

          yes dear forex main agar hamain loss hota hai to hamari apni ghaltiyon ki waja sy hota hai aur waqt k sath hamain apni ghaltiyon py control karna chahiey aur apni mistakes sy seekhna bhi chahiey..zahir c baat hai k aap agar mistakes karty rahain gy to kamyabi mushkil ho jaaye gi..iss liey mistakes py control karna chahiey..
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein ghaltiyan??

            Assalamu alaikum my dear friend Forex trading ek bahut bada business hai ismein galti ki koi gunjaish nahin aur mere bhai galti karne se a kya galti kar ke dobara galti karne se behtar hai ki aap apni galti ko dur karo Taki dobara galti karke aapka nuksan Na Ho
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein ghaltiyan??

              walcome to pak forex , bhai jaan hum sub se thore si galati ho jati hay posts me ya threds me ya phir treding me jaha kahee bhe hum se galti ho hame dekhna chahiye kis waja se mistaik hui he ta kh dobara aysa na ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein ghaltiyan??

                Dear friend aapane bilkul theek kaha hai mostly member mistake yahi karte hain proper plan bnao kar kam karna chahie. .
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein ghaltiyan??

                  Bhai ap ne theek kaha hai hame apni mistake se sabaq haasil krnaa chahiey aor baar baar galtio se sabaq seekhe ham ziadaa practice kre taa keh ham profit gain kr sake.....
                  PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein ghaltiyan??

                    Forex trading main bohat c esi ghaltiyaa hain jo loss kaa bayes ban sakti hain akser trader basic ghaltio ki wjah se zeyada loss krty hain jesa k proper learning nehi krty analysis ka khyaal nehi krty yaa analysis seekhty nehi hain aur trading start kr dety hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein ghaltiyan??

                      forex mai galtiyon se bachna chahty hain to pehly to is k bary mai khoob learning kren trading kerty huy ahtiyat se kam len r kabhi bhi over confidience ka shikar na hon r laluch na kren trade kerny se phly markete ka analyse ker len r posting mai ye khayal rakhen k threads ko repeat na kren and achi thread post kren in choti choti galtiyon se bachty huy hum kamyab trader ban sakty hain r achi earning bhi ker sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein ghaltiyan??

                        Is business mein agar aap galtiyan Karenge to aapko nuksan Hoga sometimes Koi Galti na Karen tab bhi nuksan ho jata hai agar galtiyan Karenge to Zyada nuksan hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein ghaltiyan??

                          Assalam o aalaikum g han boss ap ki baat bilkul theek hy forix min galtiyan bhut hoti hin hamin chiye hum in ki hoi galtionn say seekhna chiye hamin chiye ka hum treadin ko krty hoy markeet ko bagair aynalize kia tread nahin lagni chye hamin chye ka hum postin krny ka daoraan apni poost ko write krny ka baad hamin chye hum apni post ko read zaroor agr koi is galti hy to is ko thik krinn q k galti kar ka insaan koch sheekh sakta hy galtiyoon sy insaan kamyaab hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein ghaltiyan??

                            g bilkul bhai jan ap ne sahi kaha hai k forex trading main choti choti galtia hoti hia jis se humra loss zyda ho jata hai humko apna lot size hmesha control main rakhna chahia keyon ek bara lot size ager galt lag jaya trade loss main chali jaya to wo hi humra puri mehnt per paani phar dati hai humara account ko wash kar sakti hai is lia humko ek trading plan se kaam karna chahia .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein ghaltiyan??

                              forex mein humein apni mistake ko repeat nae karna chaiye kyun k is mein mistake ko repeat karne se humein buhat jaldi loss hojata hai so humein forx mein apni mistake ko repeat bilkul bhi nae karna chaiye kyun is mein loss k chance zayda hote hain agar hum ghaltiyion ko bar bar repeat karein...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X