<I think general knowledge is essential for forex business>

No announcement yet.
`

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
    agr humain kam karna hay to knowledge ho gi to kam karny main asni ho sakti hay humain hard work kar kay achy say ana ho ga ta kay trade main loss km ho sakay low risk main kam karty hain to loss km ho ga
    ge han bhai hmein apne trading mein knowledge hasil kr ke apne trading krne he aur hm apne trading mein profit aur loss hasil krte hien aur hmein chahe keh hm loss ko control mein krein aur apne trading mein ache planing krein aur apne trading mein ache experience se apne trading krein to hmein boht acha profit hasil ho jata he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Nai bhai main ap sy agree nahi krta q k forex main general knowledge ka kam nahi is main m trders ko business knowlodge or trading ka lnowledge hona zroori hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #18 Collapse

        yes sir forex men apko forex se related general knowlege ki zroort hoti hai jab ap k pas knowledge ho ga tu ap forex men zada achy treeky se kam ker skayt hein or ap ko pehr forex men is ka result khud hi nazer a jaey ga k ap ne kitna acha kam kia hia ya nahi
        • #19 Collapse

          Mery dost general knowledge ki bjaey ager app forex main basic knowledge forex k oper our advance knowledge of forex k hasil kernay pay tawaja dain gay to us say app ko boht faida ho ga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Forex trading mai ager app kay pas market say related acha knowledge majood ho aur apni trading apny knowledge kay mutabiq kar sakty hon tu phir shaid general knowledge ke itne ziada zaroort nai hoti hai .

            اب آن لائن

            Working...
            X