Lot size confusion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size confusion
    New traders lot size key bary me zeyada confuse hoty hey esy traders ko fix lot size rak kar trading karni chaye, lot size ka kam zeyda use karna hay aur kab kam use karna hay es key ley experience ki zarorat hoti hay app market ko samjo gey nahi to app ko zeyda lot size ya kam lot size market key kes condition me use karna ho ga ye app ko trading experience hasil karny key bad hi pata chalta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size confusion

    boss hamne chaia keh hum lot size kam sy kam use jkarna chaiua jab hum lalach kar ky lot size zeada estamal kar lketyy hen tab hamenkafi loss ka samna karna parta hy ,hamne agr loss sy bachna hy kkhjud ko kamyab member ban,naa hy to hamne chaia keh hum lotsize kam sy kam estamal karen tab he hamne achi kamyabi hasil ho saky ge
    • #3 Collapse

      Re: Lot size confusion

      Dear my friend ap nay sahi kaha hya kay new members iss may bohat si mistake karta hya in ko iss kay barya may zada knowledge nahi hota or wo iss ma confuz ho jatya hya jiss say in ko bohat zada loss hota hya iss liya ap ko iss may care full rahna chya.
      • #4 Collapse

        Re: Lot size confusion

        Forex trading mein Lot size bahot matter karta hy isliey lot size ko samjhna bahot zaroori hy. aur lot size apny capital ko mad e nazar rakh kar choose karna chahiye agar ap k account ka capital kam hy to phr ap ko lot size kam rakhna chahiye ya agar ap new trader hien to phr b ap ko lot size kam rakhna chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size confusion

          Jitna a lot size kam lagaenge utna hi behtar hai jitna jyada alot lagaenge utna hi problem banegi market meinb pura per plan se kam Karen...
          • #6 Collapse

            Re: Lot size confusion

            hamy soch samj kar lot laga kar kam karna ho ga pher he hum market mai runing gain kar saky gy or hum profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasual nahi ho ga
            "The mind is everything, What you think you become"
            • #7 Collapse

              Re: Lot size confusion

              ji hamar Jaan aapane bilkul theek kaha hai lot shayad confusion mein itna Kahana Chahta Hun Ki Jab Bhi Ham trade lagaen To Hamen chahie ke Ham kam lot side per Hi Kam Karen Kyunki Jab Ham kam lot site per kam Karenge To Hamara loss bhi kam Hoga aur profit Sahi Mil Jata Hai
              • #8 Collapse

                Re: Lot size confusion

                G han dear members trading main kam krty howy ap ko cahahy k mehnat krain r ek accha trade kr k ek kamyab trade krny k bad ap ek accha profit hasil krny ki Koshish krain ap ko cahhay k soch samjh k apna trade krain r ek accha profit hasil krny ki Koshish krain.
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size confusion

                  ham is main live or sada urdu main baat karty hain hamy market ko achy sy samaj kar is ky up or down ko dekh kar is main achi lot lagani chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size confusion

                    forex move marti hain hamy is ki movement ko dekh kar is ky uo or down ko dekh kar achi lot laga kar mehant sy kam karna chaheu phe rhi ham kamyabi hail kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main day main be kam kar sakty hain or ham is main night main be kam kar sakty hain it is a real job
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size confusion

                      Lot size in Forex Trading Ji dear forex trading mn buht se asy log hain jo lot ka size ka confusion nhi janty hain unko mn yh batani chahti hn k forex trading mn hum apni ki hoi mehnat se jo bonus earn karty hain usi bonus ko hum apni trading mn lagaty hain usi se trade karty hain humy chahye k trade open karny se phly hum achy se market ko analyse karln ta k loss na ho or profit acha ho lot bonus k hisab se lagya jata ahi jitna kam bonus utna kam lot jitna zada bonus utna zada lot ...
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size confusion

                        Forex trading business mein bahut Sare new traded score lot size select karne mein confusion hoti hai Hamesha nude Riders ko chahie ki vah 0.01 ka lot size select Karen aur earning Hasil karne ki koshish karen Kabhi Bhi Jyada lot size select nahin karna chahie new traders Ko Jab tak unke pass experience aur knowledge Jyada Na Ho Jaaye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size confusion

                          Gee han zaida tar news trader ko lot size ka nai pata hota is liay zaida tar jo lot lagy hoty hai us par hi trading start kar daite hai phir jab wo lot par kam profit hasil karte hai phir samjhte hai sikhte hai lot kam lagi hai agar galty se big lot se zaida profit ya loss karte hai phir b sikhte hai aisay seb kuch lot ki wajah se ho raha hai agar wo yeh seb pracitce demo par karo phir un ko tention nai aay gi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X