market ko anlaysiz karna improtant hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: market ko anlaysiz karna improtant hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
    agar hum forex mai amount invest karna chatey hain to hamy market ko analysiz karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kair sakty hain forex business jasa koi or business nahi hain
    Acchi trading karne ke liye analysis karna bahut jyada important hai agar aap Bina analysis ke trading Karte Hain To aapki trading acchi Nahin Hoti aur aap boat reading Karke sirf loss hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: market ko anlaysiz karna improtant hain

      Her forex trader ka market ko fundamentally aur technically analyse Karna boht zaroori hai aap ko pta hona chahiye k market ki movement Kis tarf ho rahi hai is ka trend Kis tarf hai aur next Kis tarf move kary gi aap ko news ki timing ka b pta hona chahiye aur news ko samajhna b chahiye tb he aap all achhay aur professional trader ban sakty hein
      • #18 Collapse

        Re: market ko anlaysiz karna improtant hain

        Kisi b busines main kaam krny sy pehly us k bary main research krna bohat zrori hota hai isi sy us k scop ka pta chlta hai forex trading main b kamyab wohi treader hotra hai jo k trading k liye market ka analysis krta hai is tarha sy kamyabi k imkanat zyada sy zyada ho jaty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: market ko anlaysiz karna improtant hain

          Gee han forex ko analysis karna boht zaroori hai phir hum acha profit bana sake gai loss b kam ho ga agar market ko analysis na kya phir jitna marzi profit bananay ki koshash kar lo ho loss hi market ko analysis karnay par hi hamara paisa save rahay ga investment save rahay gi is liay hum ko apny marzi ka acha time table bana kar phir us k mutabiq kam karna hoga phir hum acha profit bana sakte gai warna loss hi kare ga

          اب آن لائن

          Working...
          X