threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!
    Assalam o alaikum , my dear brothers and friends:1f611: , i hope that you all would be happy and fine with the grace of Allah Almighty:1f60d: , m ap se ye kehna chahta hoon k traders jab bhi threads kerty hen to unko chahiye k threads k mauzo likhty waqt koi bhi mistake na kren !!!!:1f61c:
    Malik Fiaz khokhar
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

    AOA! dear friends ji hn main brother ki bat se agree kerta hon k humain threads creat kerty wq is main spelling ki mistake nhi kerni chahaiy q k thori se mistake se jub dosron ko read kerny main mushkil ho tu wo is pe reply nhi kerty.
    • #3 Collapse

      Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

      Aap nay theek kaha forex main aap jab bi thread ka mauzo likhtay hai aap ko mistake say bachna chaiy agar aap ki mistake kray gay tu aap ko uss thread ka koi faida nahi hota aap ki thread pr post bi koi nahi krta tu Aap ka thread delete ho jata hai iss Lia aap ko soch samaj Kar sabar ka sath thread likhna chaiy ta ka aap ko bi faida ho or sab logo ko bi
      • #4 Collapse

        Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

        Threads ka title bahot important hota hay members app key threads key title ko dake kar hi es par reply karny ki koshish karty hey agar app ka title post se related nahi hay to ye be ghalat hay aur title me be koi ghalti nahi honi chaye app ko spelling mistake title me be nahi karni chaye, koshish kia karen title short ho aur post tafseel key sath.
        • #5 Collapse

          Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

          Assalamualaikum ji bilkul AP ne sahi kaha h hai k hamain forex forum per threads krty hue kbhi b ghalti nhi krni chahea aur hamain threads forex se related krni chahea aur hamesha hamain achi quality ki threads aur post krni chahea jiska hamain achay thanks aur phr acha bonus Mily ga
          • #6 Collapse

            Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

            G Han thek kaha apnj k ziada tar logo.ko koshsih karni.cahye k wo thraets karte hue topic or thraets main ksi trah ki misteks na karen q k jitni wo mistake karen gen unhy utna iska.loss hoga isliye hamesha koshish karen k thraets karte hue koi bhi mistek na karen or achi c threats karen taa k zida thanks.milen.
            • #7 Collapse

              Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

              Thread ka title achcha banaen new aur informative thread create Karen aam thread ka koi fayda nahin hota..
              • #8 Collapse

                Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

                Hy dear friend kaisy hain aap umeed krta hon k aap lhairiat sy hon gy daikhain jo bat aap ny ki hy main iss sy related to yhi kahon ga k jb hm forex kholty hain to sedha hm aa k threads ko read krty hain q k threads py hm ny aa k posts krni hoti hain aur aa k knowledge gain krna hota hy to junior k liye k liye to sb kuch yhi threads hain agr in ka totle hi ghlat ho ya aisa tough ho k un k oper sy jay to eh kya krain gy to un k liye na sirf bl k baqi group k members k liye bhi survive krna kafi tough ho jay ga
                • #9 Collapse

                  Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

                  g han sir g aap nay belkul sahi baat ke hy hamen thread ka mauzo soch samjh kar or achay say check kar kay send karen ager ess mein koi mistake hon to on ko sahi kar kay send karen ess say dosray member jo post kartay hein on read karnay mein asani hoty hy or aap ka bhe faida ho ta hy
                  دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                  • #10 Collapse

                    Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

                    Assalam O Alaikum Friends kaisy hn sab dost piyary dosto ap jo b thred likh rhy hn to dehan sy likhin os ka ghalt na likhin dekh k likhin mouzo acha hona chaheye mozu k hisab sy thred likha krin na k apni tras sy jo mind me ay likhty hn mehnat b krin or faida na ho to glat bat hy na friends. To dosto me yehi bt ap ko smjhana chahta hn k ap kam kr to vsy b rhy hn thora dehan sy kr lin jis sy ap ko faida b ho profit b mily or jo ap ki thred ko parhy osy smjh b ay or wo es sy faida hasil kr k ap ka shukar guzar rhy. Thanks all friends and forex members
                    • #11 Collapse

                      Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

                      Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Barakatuh Mere Pyare doston main ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge mukhymantri aapki baat bilkul jarurat hai ladiss ko module likhate Waqt Koi Galti Nahin Karni chahie that's all aur na is se nuksan ho jaega
                      • #12 Collapse

                        Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

                        Bilqul theek keh rhy hn. Galti sy ki gai threads spelling edit nh ho skty so thread ya to delete ho jati hn ya phir theek sy response Nh milta
                        • #13 Collapse

                          Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

                          Asslam o Alaikum Dear Members forex online business hy jas main zra brabar bhi galtii ki koi gunjash nii hy as lay forex pay soch samjh jr kam krna chye jas say galtii nii krnii chye na hi thread main koi galtii hony chye or na hi treding mzin ku k galtii loss ki wja bantii hy
                          • #14 Collapse

                            Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fkfiaz786 پيغام ديکھيے
                            Assalam o alaikum , my dear brothers and friends:1f611: , i hope that you all would be happy and fine with the grace of Allah Almighty:1f60d: , m ap se ye kehna chahta hoon k traders jab bhi threads kerty hen to unko chahiye k threads k mauzo likhty waqt koi bhi mistake na kren !!!!:1f61c:
                            Ham Jab Koi Rutha banae to uska title Hamesha Achcha rakhen Jab aap ka title Achcha hoga to dusre member se aap post ki taraf attract Honge jisse vah reply Karenge aur thanks bhi Milenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: threads ka mauzo likhty waqt ghalti na kren!!!

                              acha sawal kiya hae ap ne forex main jab hum threads karte hain to jo us main unwan hota hae according to me it is most important q ke log us unwan ke taraf he attract hote hain to hamen unwan par koi compromise nhe karna cahiye or hamen ache se acha unwan dena cahiye forex main take hamen zayada thansk bhe mil saken us par

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X