threads or posts kerny ka kia faaida he ????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    threads or posts kerny ka kia faaida he ????
    Assalam o alaikum , mery piary bhai jaan:1f603:, m umeed kerta hoon k ap sab Allah pak k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k ap mujhy guide ker den k traders ko posts or threads kerny se kia faaida milta he ????:1f61c:
    Malik Fiaz khokhar
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

    AOA! dear forex members brother forum pe threads aur posts kerny se humain knowledge gain bhi hota ha aur hum apna experience aur knowldege dosro tak share bhi kerty han is laiy humain jitna ho saky informative threads aur posts kern achahaiy.
    • #3 Collapse

      Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

      Bohat acha swal hai forex mein aap ko thread or post karna ka ya faida hota hai aap acha thraed ya post krtay hai tu aap no uss ka acha bonas milta hai agar aap acha nahi kray gay tu aap ko bonas bi acha nahi Mila ga iss Lia aap ko acha bonas ka Lia acha thread or post karni chaiy
      • #4 Collapse

        Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

        G dear apne bhot he acha saval pocha he ke hme thread or posting se kiya faida hota he to me apko ye btana chahta ho ke agar jm pakistan forex me investment ni kar sakte to agar hm posting karte he or is se ak ache thanks lete he to hme ak ache bonus mile ga jis se hm trading kar ke ak ache profit kma salte h
        • #5 Collapse

          Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

          G hn dear forex main hum ko post aur thread karny bhot faida hai forex main hum jo post karty hy aur thread karty hy us hum ya faida hy k hum ko forex main acha bouns be milta hy aur hum chhiye k hum post aur thread achy sy karin aur mehant sy karin
          • #6 Collapse

            Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

            Assalamualaikm me umeed krta hn AP sb khariet se hn ge.. mery bhi hamara Sara forex ka Kam depend hi hamari posts aur threads per krta hai jab ham posts aur threads nhi karain ge to hamry forex join krny ka bhi koi faida nhi is Lia agr ham ne forex join Kia hai to hamain chahea k ham posts aur threads ki limit Puri krty rahain ta k hamain acha bonus mil saky
            • #7 Collapse

              Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

              Foram main threats or posts karne sy bonus milta haj isliye ziada tar log Is main posts or thraets karte hain or ziada thabsk milta hain q k jitne thanks hongen utna
              Hume Iska bonus milta haj isliye posts or thraets karte rahen or acha bonus hasil karte rahen.
              • #8 Collapse

                Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

                Thread postss karne se a knowledge bhi milta hai aur bonus bhi bonus Ham trading account se attach karke trading kar sakte hain...
                • #9 Collapse

                  Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

                  walikum assalam g forex forum pr thread ar posts krny k bht faidy hain sb sy bra faida to hmn is sy bonus milta hai jesa k buisness krny k lia invest krna prta hai wrna ap buisness nhi kr skty to gorex trading bhi ek buisness hai agr hmary pas invest krny k lia kuch nh to hm forex pr posts ar thread kr k bonus lety hain phr us sy trade kr k profit gain krty hain jb k dosra faida ye hai k hmn bht zyada knowledge bh milta hai hm is sy learn krty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

                    Hi frinds kia hal hi ap sab thek han g bil kul ap logo ny bahut hi acha swal pocha hi alhamdulila ise na to hamara tjarba brhta hi agy or kenowidg bi barhta hi pak frex bahut hi acha besnis hi hamee chae ke ham thred krty rhna chahy
                    • #11 Collapse

                      Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

                      Aslamolaikum dosto ..umeed hay tamam forex members khariyat say hugy....forex forum pay thread or post karnay ka faida ye hota hay Kay isay hamay acha bonus milta hay or bonus hamay month Kay last man milta hay or phir isi bonus ki waja say ham trading start kartay han or hamay achi earning hoti hay matlb Kay hamari earning Kay liya thread post karna lazmiiii hay
                      • #12 Collapse

                        Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

                        Aslamo Alikum g achi post h k threads or posts k kia fadia h is sy humyn ya fadia milta h k agr hum regular basis py post krain or thread krain to humari earning achi hoti h humyn bonus milta h humara experience barta h humara knowledge barta h humyn pta chalta h k forex tradig kia h forex forum kia h
                        • #13 Collapse

                          Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

                          my dear friend thread aur post karny ka bahut ziada fiada hy kun ager ham is mn postien na karien to hamein is mn bonus ziada ne mil skta aur ager ham is mn thread na karien to hamein is mn bonus kam mil sakta hy so hamien is mn chaye ky is mn postien aru thread ziada sy ziada karien aur is mn kamayb hajaye
                          • #14 Collapse

                            Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

                            Walikum assalam g apka swal acha hai to mai apko btati hun k jesy k hum sbko pata hai k forex forum per hum without investment k liye work kerty hain k hamara bonus acha ban jay kiun k yehi hmari investment hai r phr is se trading kerty hain to bonus hasil kerny k liye humy threads r post kerni hoti hain hmara yahan kam kerny k maksad hi posting kerna hai kiun k isi se acha bonus mily ga r posting kerny se hi hum trading k liye knowledge bhi yahin se gain kerty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: threads or posts kerny ka kia faaida he ????

                              Assalamu Alaikum dosto Forex trading sabse behtarin log unke Paas Koi Nahin Hai Sabse behtarin Mein sabse behtar hai Pakistan Duniya ka sabse equidol alert Shandar business hai Forex trading Mein Main Kaise bacche log ka Chaddi bhi post Karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X