<Profit is not a profit if you do not close your trade>
No announcement yet.

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    we find profit in our account but if we do not close the trade then the profit may tern into lose amount. we need to close the profit and trade again to catch the profit. do this again and again then you will success here
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    according to my opinion that the experience is most important than of the knowledge but both factors are important at their side.
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum jii han bhai jan maney ye bat be kae bar note ki hey key kae log aisey hotey hen key jin ko acha khasa profit ho raha hota hey lakin wo apney profit ko mazeed increase karney key chakro me apni trade close nahi kartey hen aur un ko profit ki bjay loss he ho jata hey.
      • #4 Collapse

        g ye to hai ek is mien jo bhi profit running mien hota hia wo apke account mein jb tk nahi ayega ke jb tk ap is mien us trade ko close nahi karenge.
        • #5 Collapse

          yes dear ap ne sahi kaha agar ap samjte ho k ap ki trade ap ko acha profit dey rahi or ap ko lagta hai k kisi time market ap against ho sakti hai to greed na krein or foran apni trade close kr do
          • #6 Collapse

            Yes dear forex trading mai profit or loss dono hi hotay hai or jitni der tk trader apni place ki hui trade ko close nhi krta utni der tk Profit or loss ka faisla nhi hota hai isi liye koshish krni chahiye k apki hr trade profit mai closs ho or agr loss ho jata hai to emotional nhi hona chahiye blkay apni mistake ko learn krna chahiye or apnay loss ko recover krnay ki poori koshish krni chahiye.
            https://t.me/pump_upp
            • #7 Collapse

              Absolutely right brother, whenever your trade comes into profit you must close the trades rapidly because Market can change its direction with-inn seconds so close it manually
              • #8 Collapse

                yes profit ko lock karne k liye take profit ki tool zaroor use karna chaey is se hamari trade automatically cut ho jaae gi
                • #9 Collapse

                  Go through training practitioners traders because you yourself still do not understand, just remember who is going to offer to train you for free, or is an amateur or mosheynik as the real knowledge that will help you stand to earn money. Learn from private traders and not in DC that simply divorces you
                  • #10 Collapse

                    mery ye aat b kahi bar note ki hai kay kai log aisy hoty hai kay in ko ach khasa profi tho raaha hota hai lekinwo apne profit komazeed increase karne k chakar mein apni trade close nahen karty ai oor phi ron ka wohi porift los men chala jata hai kuch dair mein
                    • #11 Collapse

                      Yah forex main ager aik trade runing main hai to wo profit main hai to wo app ka us time tak acha profit nahe ho ga jab tak app close nahe ker lety hian
                      • #12 Collapse

                        Jab tak aap apni trades ko close nahi karain gey, aap ka profit kam ya ziada hota rahay ga aur ho sakta hy keh loss main change ho jaye. Hamain jitna bhi profit ho, us ko accept kr lena chaheye aur profit ko withdraw karwa lena chaheye. Agar aap ka profit running main ho ga, to kisi bhi waqt loss ho sakta hy, is leye ziada risk nahi lena chaheye.
                        • #13 Collapse

                          hum is main profit b hasil karty hain jis say humain earning milti hay magr humain close karni hoti hay trade to take profit ka b use karty hain jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay low risk main kam karna ho ga
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                            hum is main profit b hasil karty hain jis say humain earning milti hay magr humain close karni hoti hay trade to take profit ka b use karty hain jis say humain market main achi earning hasil ho sakti hay low risk main kam karna ho ga
                            ge bhai hmein apne trading mein boht acha profit hota he jb hm apne trading mein take profit ka istemal krte hien aur hmein apne trading mein market ko smjh kr order lagana hein aur hm apne forex trading mein ache experience se kam krein aur apne trading mein mhnt krein to hmein boht acha profit hota he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex main kam.krty hoy jb hamain kisi trade pai profit ho raha ho to hamin chaye k 1 reasonable profit lai kr apni trade hta lain ta k hamari trade profit main he khatam ho or loss maun na jai
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X