certainly through education and training

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    khud he daikhna hota hai kay kaise hum nay kam ko karna hai or kaise iss cheez ko samajhna hai oss k baad main he har cheez samajh mein ajaati hai or hum kam kar lety hain iss mein .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex education he kisi trader ko aik successful our professional trader bna sagti hy ager hum shuro say he thora thora learning keryy ragean gy to aik din hum khud apni education say expert ban jaen gy
      • #18 Collapse

        dost main nahi samajta kay group trading main koi faida ha trading app ko ahkalay hi karni chaiya kyaun kay trading main app ahkay apni marzi ka deceion kar saktay hain aur apni marzi trade laga aur kaat saktay hain is liya kyud kaam karna chaiya
        • #19 Collapse

          Yes creating through education maintainly kyoun k forex trading forum main sirf wo he kamyab rehta hai successfull rehta hai jis k pass bhot ziada knowledge hota hai wo apne knowledge ko maintain rakhy
          • #20 Collapse

            My recommendation for beginners is - do not rush. The market you are not where you always have time to earn and fused their money. So before in the course of trade in all necessary to weigh, consider and recheck. It is better to stay away than to climb where it is not necessary.
            • #21 Collapse

              beshak brother forex mein agar app forex ko janey beghair trading kariengay toh app ko loss ka mou ka samney karna parega isliya appko chahiya k forex ko seekhien samjeyien aur uskey baad chotey lot k sath trading karien.
              • #22 Collapse

                forex trading mien apko chahiye ke ap iski bhi proepr education ko haasil karen aur is business mein ap kabhi bhi panic nahi hon isko ap deeply seekhenge to ap is mein phir zaroor kamiyab honge.
                • #23 Collapse

                  Trading ki koi special education nahi hoti aur aap ko forex ka knowledge lena hy aur trading skills ko seekhna hy. Is key leye aap kisi friend sey help ley saktey hain ya phir internet pr youtube pr forex training ki videos ko check kr saktey hain. forex main kamyabi key leye trading skills ko use krna buhat zarori hota hy.
                  • #24 Collapse

                    Learning aur practice key baghair forex trading main kamyab hona possible nahi hota. Is leye forex key different rules, concepts, techniques aur strategies ko seekha jata hy aur phir demo account main in ko test kr key real account main use kia jata hy, takeh trading main perfectness aa sakay.
                    • #25 Collapse

                      forex ku ager catogrise kiya jai tu ap ic ku 3 steps man divde ker sakty hain first step loss hai second step learning hai or 3rd step earning hai. ic liye pehlay knowledge ka step clear karain oc k baad earning easy hai.
                      • #26 Collapse

                        humain agr trade main kam karna hay to hard work kar kay ana ho ga is main traing karni hoti hay trade kay bary main learning karni hoti hay knowledge ho gi to market main achi earning haasil ho sakti hay low risk main ana ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                          humain agr trade main kam karna hay to hard work kar kay ana ho ga is main traing karni hoti hay trade kay bary main learning karni hoti hay knowledge ho gi to market main achi earning haasil ho sakti hay low risk main ana ho ga
                          ge han trading mein education aur hard work krna hmein lazme hota he aur hm apne trading mein ache learning krein aur apne trading mein ache knowledge aur experience se kam krein aur hm ko apne trading mein low risk se apne trading krne hote he phr hmare trading boht acha profit hmein dete he

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X