Open trade ka nuqsaan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Open trade ka nuqsaan
    Aap ko chahiye k kabhi b trade ko open na chhorrein kyun k is se aap ko boht zyada loss ho sakta hai agr market kafi zyada aap k against chli jaye to aap ka account wash ho jaye ga kabhi b ye yaqeen rakh kr trade open na karein k aap ki trade 100% profit mein he jaye gi kabhi kabhi news py market aap k against b move ho jati hai is liye her trade k sath stop loss zaroor set karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Open trade ka nuqsaan

    Open trading ka boht zayda nuqsan hota hy hmean chye jb hm trading kerin to hmean chye ke hm is business mein trading ke sath beyahin h tp y SL ka zaror istamal kerin jo member is business mein lalch kerty hain wo loss se dichar hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Open trade ka nuqsaan

      Dear my friend hum ko open treading iss time karni chya jab hum market may live ho or iss kay liya hum ko jab bhi tread open kartya hya to iss kay liya hum ko hamsa sl or tp use karni hya or iss kay liya hum ko zad say zad mahnat karni chya.
      • #4 Collapse

        Re: Open trade ka nuqsaan

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Tahir پيغام ديکھيے
        Aap ko chahiye k kabhi b trade ko open na chhorrein kyun k is se aap ko boht zyada loss ho sakta hai agr market kafi zyada aap k against chli jaye to aap ka account wash ho jaye ga kabhi b ye yaqeen rakh kr trade open na karein k aap ki trade 100% profit mein he jaye gi kabhi kabhi news py market aap k against b move ho jati hai is liye her trade k sath stop loss zaroor set karna chahiye
        Agar aap trade copa Nahin Chhodenge aur apni trade ko time nahin Denge to aapko profit kaise hoga trade ko aapko open to chhodana Hi Padega agar aap acche analyzers aur planning Karke kam Karenge to aap aur trading Karke profit hoga
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Open trade ka nuqsaan

          Agar ap kamyaab traders ko dekhain to un me se 99% traders SL ko apni strategy ka hissa zarur banatay hain q k is k baghair ap kabhe bhe regular profit nae kar saktay agar ap ke hat tarde open ho ge to jab bhe aik trade ap k against jati hay to wo apka sara profit le chali jati hay or sath main apka balance bhe khatray me par jata hay is leay apni strategy me ye cheez apko zarur include karni chaheay.
          PAKISTAN ZINDABAAD
          • #6 Collapse

            Re: Open trade ka nuqsaan

            Agar aap without analyses ke trade open karte ho to aapko nuksan hi hota hai jo aapko chahie kya aap Hamesha Maruti Eeco chitrasen else's Karke grade open karo Taki aap profit and cause Kola se bacha ko kyon ke aap acche analysis Karke Achcha prapt Hasil kar sakte ho aur Is Tarah aap apni life ko Achcha banaa sakte ho
            • #7 Collapse

              Re: Open trade ka nuqsaan

              Bhai mujy ni pta ye kya hota hai ap mujy bath kah open trade ka nuqsaan kya hota hai hm es sy kaisy Bach skte hy kya kam kre kah hamme loss bhe Na ho
              • #8 Collapse

                Re: Open trade ka nuqsaan

                Forex main kbhi b open trade Ni rakhain hamesha stop lose kooo use krain stop lose hmain buaht baray loss sy bachata ha open trade hmara kbhi b account wash KR skti ha cuz forex 1 buhat e taiz market ha or buhat Bari Bari move kuch e dair main Dy jati hai
                • #9 Collapse

                  Re: Open trade ka nuqsaan

                  forex mai hum trade palce kar ky acha bonus earn kar sakty hain hamy forex mai mahnet sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik asa buisness hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik legal buisness hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Open trade ka nuqsaan

                    Mere aZiz dosto ummeed gai aap sab theek ho ge aor khush bhi ho ge
                    Dosto hame open trade se boht loss ho saktaa hai q keh hamaare paas itnaa knowledge nahi hame soch samajh kar trade lagaana chahiey...
                    PRACTICE MAKES MAN PERFECT

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X