Old threads ko reply krna chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Old threads ko reply krna chahiye
    Dear fellow members main aap se yeh pochna chahta hon k hum old threads ko reply kr sakty hein ya nahi kionkeh aksar members kehty hein hamein fresh threads ko ziada reply krna chahiye aap log btaen iska kia faida hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Old threads ko reply krna chahiye

    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy bhai mery khayal main to un ko reply nh kerna chahiay q kh hmain pata nh hota kh in ka accoun banned hova hy ya nh to hmain new threads per hi reply kerna chahiay q kh un ky account per banned nh likha hota.
    • #3 Collapse

      Re: Old threads ko reply krna chahiye

      Nhe old thread ko reply nhe kerna chye hmean chye ke hm Pakistan Forex ke business mein hmean chye ke hm new or informative thread kerin ager hm informative thread kerin gy to hmean acah bines b hasil b hota hy jo trading ke ly boht zarori hy
      • #4 Collapse

        Re: Old threads ko reply krna chahiye

        aap nay bilkul theek kaha forex main hum ko old thread ka Raply nahi karna chaey hum ko new thread ka Raply karna chaey agar hum old thread ka Raply kray gay tu uss pr hum ko thanks nahi miltay iss Lia hum ko new thread pr reply karna chaey
        • #5 Collapse

          Re: Old threads ko reply krna chahiye

          G dear apka sawal a6a hy. Mery khial me hmain esi maheny ki old threads py post krni chaheay lkn pichly mont ki threads py post ni krni chaheay q k us ka to bonus hi mil gea hy
          • #6 Collapse

            Re: Old threads ko reply krna chahiye

            G hain hum jab be iss main kam kariye toh humain 1st page ko chor kar second page sy kam start karye apna hum iss main tabhi acha sy post kar sagta hain or iss main apni thread bacha sagta hain humain iss main acha knowledge or experince sy kam karwana chaiye tabhi agye bar sagta hain or iss main successful ban sagta hain iss main humain acha reply kar k acha bouns bana sagta hain
            • #7 Collapse

              Re: Old threads ko reply krna chahiye

              G bilkul hamin old thread ka reply nh karna chiay q keh ak to thnx nh milty dosra un pa hamin bonus mil chuka hota hy aur old thread ka account bhe banned ho sakta hy is luay hamin new thread ko reply karna chiay aur thnx lany chiay
              • #8 Collapse

                Re: Old threads ko reply krna chahiye

                forex aik international business hain hum is mai oil thread ka reply kar sakty hain forex aik amm business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain hamy mayare kam karna ho ga forex aik amm business ke nisbat acha business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hm is mai full time be kam kr sakty hain is mai hamra koi be boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Old threads ko reply krna chahiye

                  Respected members forex business main humain new threads per ziada posts create karni chahiay kyon k new threads ziada read ki jati hain aur humain thanks bhi ziada milty hain agar hum old threads per posts karty hain to humain ziada thanks nahi miltay aur na he hamari posts read ki jati hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Old threads ko reply krna chahiye

                    I think to old threads ko bhi reply KR skte Hain but woh shayed iss liye kaha jata hai keh new PR krna chahye takeh new threads PR threads ke sath sath post wale ko bhi thanks milne ke chances hote hon ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Old threads ko reply krna chahiye

                      AOA dear member apka swal acha haai and humy old threads per bhi lazmi comment kerny chahye is k bhi faidy hen eik to ye hai k wo delete nhe hoti dosra ye k old hony ki waja se wo safe bhi rehti hain r aesi threads mai hmary liye boht si information bhi hoti hain to old threads pper lazmi comment kren
                      • #12 Collapse

                        Re: Old threads ko reply krna chahiye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                        Dear fellow members main aap se yeh pochna chahta hon k hum old threads ko reply kr sakty hein ya nahi kionkeh aksar members kehty hein hamein fresh threads ko ziada reply krna chahiye aap log btaen iska kia faida hota hai.
                        Forum per Jo new members Hai vah old Threads per reply nahin kar rahe balke old friends Ko Dekhkar new create kar rahe hain unko yah Nahin Pata ke vah dusron ka Kitna nuksan Karte Hain
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Old threads ko reply krna chahiye

                          Assalam o Alikum,

                          Hmein cheaye k har us thread ka jawab diya krein jo forex r trading sa motaliq ho cheyae wo new ho ya old, hmein cheaye k serial wise threads ka answer kiya krein ye na kiya krein k ak page sa, ak theard prr psors krein r page change kr dein es trh hmein ye nuqsaan hota h k thread porany hoty hein r hum apni juldbazi ki wja sa us prr aj k market halaat k motabiq posts kr rhy hoty hein.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Old threads ko reply krna chahiye

                            G thanks brother ap nay correct kha ka old traders ko reply karna chahiye kunka old trader agar posts ka reply karan gay to new trader ko un kay reply say kafi experience and knowledge hasil ho ga a wo log bhe trade kar kay kafi profit earn kar sakan gay as leya old traders ko chahiye ka wo apna experience reply kar kay show karan

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X