trading mn loss hojany per dil chota na karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

    walcome to pak forex , jub bi hame maoqa mile treding karnay ka to hame chahiye dil chota na kare agar kisi time tred aap ke haq me nahee gai to aap dis horte na ho bal ke aor ziada stragal kare ta kh aap ko secses milay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

      اصل پيغام ارسال کردہ از: HiraAli پيغام ديکھيے
      Assalam O Allaikum all Forex member,, hope all of you are doing well...
      trading mein loss ho ne per trader ko dil chota nae karna chaiye balky dosri trade mein aur hosla aur himmat se trade karni chaiye kyun k loss aur profit yeh dono hi trading ka hissa hain in dono mein humein himat se kam lena chaiye jazbat ko control karna buhat zaroori hai jazbat ko Qabo mein rakhne mein hi trader ki bhalai hai...
      Profit and loss Forex trading ka important part hai agar trading Karke loss Ho Jaaye Koi dikkat Nahin Hona chahie girl ke apni mistakes se learn karna chahie Jab mistake se learn Karenge to acchi trading karne lag jaenge
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

        Loss hony pe dil chotta naa kry loss hr kisi ko ho sktaa hai is main koi itni barri baat nai loss se seekh kr khud main development laayen aur achaa perform krny ki koshish kry loss se ghabraa kr aksr log forex chorr dety hain esa nehi krnaa chahiye forex trading main loss se mat ghabraye

        اب آن لائن

        Working...
        X