trading mn loss hojany per dil chota na karein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mn loss hojany per dil chota na karein
    Assalam O Allaikum all Forex member,, hope all of you are doing well...
    trading mein loss ho ne per trader ko dil chota nae karna chaiye balky dosri trade mein aur hosla aur himmat se trade karni chaiye kyun k loss aur profit yeh dono hi trading ka hissa hain in dono mein humein himat se kam lena chaiye jazbat ko control karna buhat zaroori hai jazbat ko Qabo mein rakhne mein hi trader ki bhalai hai...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

    AOA! dear forex members umeed se ap theek hon gy ji hn trading main loss se humain dil chota aur himat nhi harni chahaiy bulqy is loss se humian sabaq sekhna chahiay taky future main is mistake ko repeat ker k dobara loss na ho.
    • #3 Collapse

      Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss aur profit dono options hotay hen iss liay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay aur loss se dil chota nah karen balkay loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay aur loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
      • #4 Collapse

        Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

        AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han bhai theek hy hmain ager trade sy loss ho jay to hmain dil chota nh kerna chahiay bulkh hmain chahiay kh hum or bhi bht ziyada mehnat krin or us loss ko bhi recover krin or kamyabi bhi hasil krin.
        • #5 Collapse

          Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

          G han dear friends forex trading main kam krty howy AGR ap ko los ho jay to preshaan na hon balke saber krain r ek acha trade kr k ek acha profit hasil krny ki koshish krain r ek kamyab ttareckr k ek acha experience hasil krain r acha profit hasil krain.
          🌼 Never Give Up 🌼
          • #6 Collapse

            Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

            Ji aapane bilkul theek Kaha Agar Hamen trading Mein Love Ho Jata Hai To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Uske Apne log ko recover karne ki koshish Karni chahie Dil Chhota na Karen se kam len Inshallah Hamen profir bhi zarur Hoga aur apne knowledge or experience sy apny loss ko recover Karen aur mehnat se apne kam ko Karte Rahe
            • #7 Collapse

              Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

              han g or yeh bat bhe na bhole ke loss is part or forex trading business or yeh bhe hamesha mind main rakhen ke hamen yeh lazmi nhe hae ke har bar profit he ho hamen loss bhe to ho sakta hae to is waja se hamen loss se kabhe ghabrana nhe cahiye balke hamen cahiye ke hum dat kar loss ko face karen
              • #8 Collapse

                Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

                Dosto forex business 2 baton py depend krta hy profit ya loss jb hmain profit hota hyy to hum kush hoty hain or jb loss hota hyy to tension ya prishani ly lety hain jis sy further trading ni kr paty agr kbi loss ho b jy to preshan hony ki bjy apni mistakes ko tlash krin or un py qaboo pain phr ap loss sy bach skty hain
                :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
                • #9 Collapse

                  Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

                  w.salaam ji haan dear apne sahe kaha hy keh hmen trading main loss r profit hota raha hy koshish kren keh jb bhi trade lgaen to achi r soch samjh kr trade ko lgaen takh apko profit ho agr hmen loss ho hi jata hy to dil ko dil ko chota na kren blkh r ziada mehnt se kam kren r profit gain kr jaen
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

                    ASSALAM o aalaikum g han friends ap ki baat bilkul thik hy Pakistan forex min treading krty hoy jab hamin los hita hy hamin apna dill chita nahin krna chaiy balke aur dosri tread min apny haosaly ko barqarar rakhy sy dosri tread ko opennkrna chaye q k los aur profit treading ka hissa hoti hinn hamin is min preshan nahin hona chaiy aur is min treading krty hoy market ko zaroor aynaliz krna chai jiss sy hum achy treader ban sajty hin
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

                      aap nay bilkul theek kaha forex mein aap ko jab trading krtay hai tu aap ko loss hota hai tu aap ko Dil chota nahi karna chaey aap ko Dil bara karna chaey agar aap Dil chota kray gay tu aap ko nakami ho gi iss Lia aap ko bara Dil say kaam krna chaey ta ka aap ko kamyabi ho
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

                        Asslam U Alikum dear forex member umeed h ap sb log khariyat s hon g or dear ap n bhot h ache bat k h k agr trading m ap ko loss ho jae to ap ko dil chota n krna chye to m khena chate hon business to name h loss or profit k h to agr hmn ak trade m loss ho jae to hmn tens n hona chye bulke jb hm next trade krn to phale y check kr lin k kis waja s hmn phale loss hoa h to hmn next trading m wo mistake repeat n krni chye is tarha hmn loss n ho g
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

                          Trade mn loss ho jany pr dil chota ni krna chy because forex ak asa busniess hy as mn loss bhi hota hy ar profit bhi hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

                            g pyare sub member kasy hai apka sawal acha hai humko loss q hota hai uski wajha humko forex trading mein analysis nai hota is liye hum bagir analysis ke trading karke apne apko loss karwa lety hai is liye pehle knowledge hasil kare senior se experience hasil kare jab analysis a jaye phr trading kare tab ap loss se bach saktay hai or achi earning or profit kama saktay hai.
                            Mehnat Me Azmat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mn loss hojany per dil chota na karein

                              hamen aise bahut se aise log hote Hain Jo Forex trading mein loss Ho Jane par aggressive Ho jaate Hain aur Forex trading ko bura bhala kahate Hain lekin mere Bhai aap yah kyon nahin sochte ki Ham knowledge hasil karke Forex trading se lifetime earning kar sakte
                              Last edited by ; 11-11-2019, 01:08 PM. وجہ: Mistake hoi thi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X