Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn
    Assalam o alikum my all dear members umeed krti hon ap sb khariyat sy hon gn main aj apko btana chahti hon k main ny jo note kia zyada tr members thread k unwan main he gltian krty hain spelling mistakes bht krty hain meri un sy guzarish hai k wo dhyan sy unwan likha krn is sy apko bhi faida hai ar dosry members ko bhi wrna thread delete hony sy sbka time waste ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

    dear g han ham ko chye k jis time main bhi ham ko threads ko start karnay ki start karein is main ham ko chye k koi aisee mistake nahi karein is main ham ko chye k jo bhi threads ko write karein wo more say more simple method k sat write ki gyi ho jis say ham ko more say more her koi threads ko like kaery .
    • #3 Collapse

      Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe thread men spelling mistakes ki waja se threads ki samaj nhi aati aur forum pe 2 kism k log ziyada spelling mistakes kartay hen aik woh jo jaldi men posts kartay hen aur dusaray woh log jin k pass education kam hoti hey iss liay soch samaj kar posts karen aur aik dafa khud read karen aur phir post karen
      • #4 Collapse

        Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

        kaafi log is main bus quantity ki sochty hain na k is main uality ki jo k buhat ghalat kaam hy ap ko har cheez ko dekh kar karna hoga phir ap ko is main bonus k sath sath knowledge bhi haasil hogi aur dsury log ap ki threade ya opsot ko par kar is sy faaida haasil katr sakyty hain
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

          w.salam , my dear friends , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m apko ye kehna chahta hoon k apki bat bhi bilkul theek he k threads k unwaan men koi words ki mistake na , koshish kren k posts men bhi mistakes na hon
          Malik Fiaz khokhar
          • #6 Collapse

            Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

            sabhe forex bhaiyo aor behno ko salaam .sajda jee aap ne bhut thek baat ki hay hum sub ko chahiye jub bi hum threds dale to words ka bhut khyal rakhay ta kh threds aor forex mimbers ki posts delet na ho sabhe forex mimbar aaj se khyal kare ik bat aor 4 threds se ziada na kare is se bhe threds apr un pe postay delete ho jati hay
            • #7 Collapse

              Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

              Dost thread likhte wakt koi galti Na kre jb ap koi kam jaldi me krte hy to galti ho jati hai es leay araam sy likhy or koi galti Na kre or zeyada sy zeyada posty kre
              • #8 Collapse

                Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

                yes threads main spieling mistakes se avoid karna chahe unwana behtereen hona chahye aur is mein ache thraed aur posts kar ne cheiy jin mein quality ho ham jko is mein mehnat karna chahye aur is mein zyada posts karne chahye ham ko is mein mehnat karna chaiye aur spelling mistakes se bonus main negative asar par sakta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

                  as-salamu alaykum doston doston forest reading sabse behtarin aur sabse alag business is business ke bare mein Humne To bahut Kuchh sunaya Vinay sabse behtreen
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

                    g han hamain is forex main mistakes ko avoid kar k hi hum sucss ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum planing kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain aur hamain is forum main planing kar k hi hum real main bi sucss hon gay aur hamain market main bi learning karni ho gi ta k earn karien gay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread k unwan main spelling mistakes sy avoid krn

                      Dear friend achi bat share ki aesa hi hota hai k unwan mai spell mistakes hoti hain jin ki waja se akser meaning hi change ho jata hai r jwab dena kuch r hita hai jab k kuch r likh diya jata hai r akser members unwan samjhnna anynki waja se threads hi chor dety hain zahir hai jab samjh hi nahi ay gi to jwab kia den gy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X