Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss
    Salaam Dear Member, Forex trading main jab hum trade bgyier kise plan k open karte hain to jab trade profit main jati hai hum greed ki vaja se hold karte hain aur sochte hai k aur profit main jayin keyon k humara koi plan nahi hota k market kahn tak move ho gyi is lia humari trade pher loss main ajati hai aur loss main ayne k baad hum emotional ho jate hai aur trade loss main close kar date hain. is lia hmesha stop loss aur take profit k sath trade open karni chahia.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

    dear g han forex main ham ko chye k tradeing k time kisi bhi kism k ham ko emotional nahi hona chye is main ham ko chye k apnay ap ko cover ker k khud ko is main good method k sat sat agay ki janib bernay ki try kartay rahein is main ham ko agar kuch profit gain ho jay to is main ham ko kisi bhi kism ki mind mian more curse ko mind main add nahi honay dena chye .
    • #3 Collapse

      Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

      g han forex per emotions aur greed ki wajah se loss hota ha is liye greed na bany laalach bohat hi bori cheez ha ye apko bora bana dety ha agar kamyab hona ha tou mahnat ka rasta apna lou tab hi kamyan hogay laalach se kamyabi nahi milti loss hi milta ha
      • #4 Collapse

        Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

        yes forex trading main emotion aur greed ki waja loss hain aur is main kabhi bhi greed nhi karna chhaye que jab ham is main greed karte hain to is main loss ho jata hain isi liye greed se bachie aur is main ho sakta hain ke lalch ki waja se hamara account wash bhi ho jae is waja se greed hamen kamyab hone nhi deta hain aur trader emotional ho kar self loss karwate hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

          Assalam o alaikum , my dear bhai jaan , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap ko iss k bary men ye kehna chahta hoon k agar traders forex men khud per control kerty hen to hi wo kamyab ho sakty hen
          Malik Fiaz khokhar
          • #6 Collapse

            Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

            AOA Dear members !forex treading main treading krty hovy apny emotion ko control krna chaeay r is main lalach nh krni chaeay ager loach kraen gy to loss b ho skta hy .
            • #7 Collapse

              Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

              g han sir as main hamen emotions aor greed ki waja se hi loss hota hai so hamen an se bachna chahye agar loss se bachna hai tu
              • #8 Collapse

                Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

                g walikum assalam theak kaha hai apny bilkul forex main emotions or greed ki waja sa he sub sa bara loss hota hai ....is main hamen soch samjh kar kam karna cheye or hazir demgh rakh kar kam karna cheye ....is main kabhi bhe emotional ho kar kam nahi karna cheye or phir lalach kabhi bhe nahi karni cheye in donon sa he hamesha nuksan uthana parta hai jo bad main hamen bhot preshan hee karti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

                  forex ak legal business hain hamy apny emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik world wide business hain is mai usa or cina or new yk jasy bary bary muamlik sahmi hain forex pakistan mai legal ban cuka hain hum gar mai bat kar is mai kam kar sakty hain forex aik acha business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

                    g han asa he hain hamy emotions ko qabo mai rahkna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha business hain hum is mai apne marze sy tiem tbale bana kar kam kaer sakty hain hum is mai pairs mai or currency mai kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Main Emotions Aur Greed Ki Vaja Se Loss

                      Jo log Forex trading Mein greed karte hain unko sirf aur sirf loss hota hai aur Hamen Hamesha trading khate Waqt Apne emotions ko site per Rakhna chahie Agar Ham friends ke sath meeting Karenge Ham concentration nahin kar Sakenge aur iski vajah se Hamen loss hoga
                      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                      PLEASE VISIT HERE

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X