< How the Centrals banks impact the Forex market >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    < How the Centrals banks impact the Forex market >
    Hello,
    i've always this question in my mind and would like to put it here maybe i can find some new informations about it , so can i know :
    - What's the meaning of the centrals Banks !
    - How that works !
    - Who make the decisions !
    - And how this decision make impact on the market of currency and the others internationals markets!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    muje to ise ke barey may koye khase ilam nahey hay lakin forex ke barey may bata do ke ye aik decentralized business hay jis ka koye khase center naehy lakin net ke through banks aiks aik dosrey se sonnect hotey jis se market may changes atey jatey hay..
    • #3 Collapse

      asslamo alaikum bhai jan central bank say maira nai khyala iss ko koi itna farak parta ho ga yai har mulk ki econmy par depend karti hay k woh kis tarha move ho rahi hay
      • #4 Collapse

        jab bhe ksi bhe central bank k interest rate increase ya decrease kertay hain to pher wo pair us currency say related hota hy us main kafi movement diekhnay ko milti hy our hum apny experience say trade laga k acha profit bna sagtay hain
        • #5 Collapse

          gee bhai central banks forex market pr boht asr dalte hien aur hm ko apne trading mein central banks ke updates aur news ko dekhna hota he aur hm apne trading mein sahih decison le kr apne trading krein aur apne trading mein international emconomic updates ko smjh kr apne trading krein
           
          • #6 Collapse

            jab bhe kisi bhe currency ka data hai ya pher app us main trade kerty hian to phre us mian app ko profit ya loss hota hai
            • #7 Collapse

              Central banks ki workings ka to pata nahi lekan in ki involvement sey currencies strong aur weak ho jati hy aur is waja sey small investors ko kafi loss uthana par jata hy. Market main tezi economical conditions key elawa big investors ki involvement sey bhi hoti hy aur us main central banks buhat aham role play kartey hain.
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading market pr central banks ke boht impact hien aur trader ko lazme hota he keh woh central banks ke updates aur un ke news ko dekha kre aur in se hone wale changes ko smjha kre phrwoh market mein shaih decison se trading kr ke asane se profit hasil kre ga
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  forex aik boht bara busines hay hum is main trade karty hain is main lain dain ka kam chlta hay humain agr success hhasil karna hay to learning kar kay market main kam karna ho ga ta kay trade main loss km ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X