ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta
    assalam o alikum dear member umeed ha ap sb khariat sy hun gy m apko ye btana chahti hun k forex m mehnt kren r baki sb ALLAH py chor den ALLAH hr insan ko uski mehnt ka pura sila deta ha r kisi k sath ziadti ni krta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta

    AOA! dear forex members kasy han ap log ji hn ap na sahi khaha ha k Allah kisi kimehnat ko zaya nhi kerta khas ker jo ziada mehnat kerty han unko unki mehnat ka pahl zarore milta ha is laiy ager humain kamiybi gain kerni ha tu humain mehnat se kam kerna ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta

      zroor.Allah pak hamen zroor hamen apni qismat k mutabiq sill deta hai.is k illawa ager ham dhaiken to ham zroor mhnat kerna na choren kun k baz o qat asy bhi hota hai k ham mhnat ker rhy hoty hain to ham phir us say acha sabq ya result nh lay poatty ti is surat men chye k ham saber kren.ager ham mhnat jari rhken to ham us men zroor kamayb hoon gay.ha,en chye k ham mhnat ko jari rhken aor achi trah ham us men kamaybhi hasil kren gay aik din zroor hamen hamri mhant ka jar milly ga.
      • #4 Collapse

        Re: ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta

        Asslam o Alaikum friends g han bilkul thk bat hy as main koi shak nii Allah Pak kabii kesi ki mahnat ko zya ni hony deta ap jatna zyda mahant kro gay ap ko kamyabii bhi wesy mily gie koi kam bgr mahant k nii hota as lay humy Allah pay Yaqeen hona chye humy sef mahant k sth dil lga jr kam krna chye bkii Allah pay chor day.
        • #5 Collapse

          Re: ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta

          Dear bro kabhi kisis ki mahnat zay nahi gaty agar hum forum par mahnat karen gay as main achay say posting karen to hamary mahnt weast nahi hoty bal k hamen as sah bohot kuch mel gata hy as leye hamesha forex main mahnat karty rahna chahye
          • #6 Collapse

            Re: ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta

            G ha mehant karna bobat achi baat hai mehant se hi insan ki pehchan hoti hai our mehant karny walu ka Allah pak humesha sath deta hai mehant karny walu ki mehant kabhi raiega nhan jati forex ho ya trading business ko business sumjh kar mehant karain allah taalaa se apni mehant ki positive soch rakhy insha Allah zaror kamyab honge
            • #7 Collapse

              Re: ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta

              ji dost aapane bilkul theek kaha hai Allah Pak Kisi Bhi Insan ki mehnat ko Rahega Nahin Jaane deta aur Forex forum per Jo log mehnat ke sath Apna Kam Karte Hain To vah Log Hamesha Kamyab Hote Hain Forex per kamyabi ke liye mehnat lazmi hai
              :1f44d:لالا تھینکس لازمی ڈیسو
              • #8 Collapse

                Re: ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta

                g han dear member aap nay belkul sahi baat ke hy hamen forex mn mehnaat allah par choor kar karny chihay allah hamary mehnaat ko zayaa ni honay daytay or hamen yaqeen kay sath kaam karna chihay ager ham yaqeen kay sath kaam karen gay to ham zaroor kamyaab hon gay
                دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
                • #9 Collapse

                  Re: ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta

                  Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k forex business mai hard working kro gy tou ap market mai success hasil kr sakty ho,. Es business mai success hard working aur market ka confidence hasil krney sey ap ko succcess ho gy.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: ALLAH kisi ki mehnat ko waste ni hony deta

                    g han Allah kisi ke mahnat ko waste nahi honay deta kyu kay Allah ko mahnat karny walay log bohat pasan han aur Allah bhi in ki madad karta ha jo log mahnat karty han aur cheez bhi bohat achi is se ap har muskil se muskil kaam may kamyab ho sakty han

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X