greed ko kis traha control kar saktay han

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed ko kis traha control kar saktay han
    Jo bhi forex business ko join karta hai wo sab se ziada loss greed se hi karta hai agr hum greed ko control nahin kartay tu loss hi hota rehta hai aur forex mein kabhi bhi kaamyab nahin ho saktay hum greed ko tab hi control kar saktay han jab hum forex ko achi traha sekh kar samjh kar aur knewledge hasil kar k kartay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed ko kis traha control kar saktay han

    AOA! dear forex members umeed se ap theek hon gy greed ko hum sirf aur sirf is tarah control ker sakty han k hum ya sochain k ager hum trade main lalch krein gy tu is se humain 100% loss hi ho ga tu is soch se hum lalch ko avoid ker sakty han.
    • #3 Collapse

      Re: greed ko kis traha control kar saktay han

      greed ko khtam kerany kaily just ap apny apko rules k mutabiq chalin ager ap khud ko rules k mutabiq chalin gay to ap us men zroor kamayb ho sakty hain.ager ham rules ko follw kren aor jab aik trade lgalen to dosri aisay zaber daasti na lgain balk ham khud ko control kren to ham is men zroor kamayb ho sakty hain.aor is k illawa hamen chye k ham zroor mhnat kren aor alch say bachen to ham is emn zroor kamayb hon gay,.rules ko kbhi na toren to ham is emn zroor kamayb aor grred say bhi bach jain gay.
      • #4 Collapse

        Re: greed ko kis traha control kar saktay han

        Bohat acha swal hai forex mein aap ko greed ko control karna hai tu aap jald bazi main kaam nahi karna chaiy or zayida risk la Kar trade nahi kray gay tu aap loss say bach saktay hai agar aap lalach main zayida trada open kray gay tu aap ko nakaami hi hoti hai iss Lia aap ko lalach khtam Kar ka kamyabi ho gi
        • #5 Collapse

          Re: greed ko kis traha control kar saktay han

          dear memebr ek ache bat ki trf le gae hain ap hamko k ham forex mein kamayb hone klye mehnt mehnt sirf mehnt ki zarorat h agr ham is mein mehnt krte hain to is mein ham lalach se bhe bch jaein ge or kam bhe ache trke se ho ga
          • #6 Collapse

            Re: greed ko kis traha control kar saktay han

            Greed ko control karna hai to hamai chaye ke hamesha ISS Mai vhota lot size laga ke issko trade karai iss Mai kabi be bara lot na lagay aur hamesha apnai account ka leverage Kam say Kam rakai karai.
            • #7 Collapse

              Re: greed ko kis traha control kar saktay han

              Dear friend forex trading main hamen lalach par control karna chahye aur hum as par kis tarah control kar sakty hain dear gab ap ak ya do bar ulya kay bar lalach ki wagw say apna acount wash kar lety hain to as say ap ko samagh vana chahye aur anda lalach nahi karni chahye
              • #8 Collapse

                Re: greed ko kis traha control kar saktay han

                hello sir greed ya laluch hamesha us wqt km hogi jb apky knowledge r learning m izafa hota jy ga q k jb knowledge m izafa hota ha to traders ko samjh any lgti ha k ye baten usky leay loss ka sabab bn sakti hen r wo hamesha he loss sy bchny k leay laluch sy dor rehta ha
                • #9 Collapse

                  Re: greed ko kis traha control kar saktay han

                  Forex trading business mein greed ki waja se har trader ko loss hota hy aur sab ko Pata bhi Hai k greed ki waja se loss hi hota hy is se faida nahin hota lakin phr bhi sab log hi greed kartay han aur account wash karwaty han hum jab Tak greed ko control nhi kar saktay han hum kaamyaab ho hi nahin saktay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: greed ko kis traha control kar saktay han

                    Dear friend apny boht achi bt ki hai greed ensan ki fitrat me shamil hai hum jitni marzi koshish Karen hum lalach sy nai bach sakty hum na chahty hoye bhi lalach kar jaty hen mgr jb hame lalach ki wja sy bar bar los hota hai tb hmara dimag khulta hai aur hame apni galti ka ehsas hota hai aur hum lalach sy toba karty hen.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X