Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga
    Dear friends kaisay hain sab log.
    Me aj ye discuss karna chahata hon k agar ap k pass forex trading ka knowledge hi nahi hoga to ap me confidence kaisay ayega. Ap apni trades bghair knowledge k kaisay handle kar saktay haim. Agar ap forex k knowlege hasil karnay ko ignore karen gay to is me kamyabi to phr ap bhool hi jaen. Jo mehnat nahi kar sakta wo kamyab bhi mahi hoskata. Or us me confidence bhi mahi askta. Isliye is me kamyab homay k liye or acha earn karnay k liye forex trading ki knowledge hasil karen ta k ap aik achay comfidence k sath is me kam kar saken. Shukria
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

    السلام علیکم ورحمتہ اللہ
    Ehliyaan e forex. Knowledge is key to confidence agar ap k pas forex trading ka knowledge e nahi ho ga to ap mey self confidence b nahi ho ga or ap loss pey loss mey jaen gay forex trading mey apnay ap pey confidence hona bohat zaruri hai ta k ap behtar munafa kama saken
    Thanks
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

      Walikum assalam g han jab hum kisi chez k bary mai knowledge rakhty hen us k bary mai humy info hoti hai yo us insan mai confidience khud hi develop hojata hai r forex mai jab trading ka confidience ajay to phr kamyabi ko us insan se koi bhi nhe door rakh sakta kamyabi zror uska mukadar banti hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

        اصل پيغام ارسال کردہ از: RazaShah پيغام ديکھيے
        Dear friends kaisay hain sab log.
        Me aj ye discuss karna chahata hon k agar ap k pass forex trading ka knowledge hi nahi hoga to ap me confidence kaisay ayega. Ap apni trades bghair knowledge k kaisay handle kar saktay haim. Agar ap forex k knowlege hasil karnay ko ignore karen gay to is me kamyabi to phr ap bhool hi jaen. Jo mehnat nahi kar sakta wo kamyab bhi mahi hoskata. Or us me confidence bhi mahi askta. Isliye is me kamyab homay k liye or acha earn karnay k liye forex trading ki knowledge hasil karen ta k ap aik achay comfidence k sath is me kam kar saken. Shukria

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota agar ham as mien lalach kerte hien
        tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
        as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h,
        aur knowledge k bina ham earning nahi ker sakte hien.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

          Assalam o alaikum , mery piary bhai jan , m umeed kerta hoon k ap sab Allah k karam se theek or khush hon gy , m ap se ye kehna chahta hoon k traders ko forex men kam kerny se pehly full knowledge gain kerna chahiye Q k agar maaloomat hogi to kam bhi kerny ka tariqa aye ga
          Malik Fiaz khokhar
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

            g bhai jaan phly tu hamary pass forex ka knowledge hona bhaot zarori hai oe dosri baat jo lazni hai wo trade lagana hai agar ham trade nai lagaye gy tu hamara confidence level nahi barhy ga
            Achy Threads py thanks tu banta hai na
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

              Jab tak forex market main trading ka confidence na ho tou ham kabhi bhi forex market main successful trading nehi ker sakty hamain chahiay ky pehly demo account main trade kerty huey confidence improve kerain jab hamain sure ho ky trade open kerny sy hamain profit hasil ho jaey ga tab trade profit deti hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

                Forex trading ek aisa business hai ki jab tak aapko iska knowledge aur experience nahin hoga aapko confidence bhi nahin aaega. Lehaza confidence hasil karne ke liye jyada se jyada knowledge hasil Karen aur demo account mein practice karke experience hasil Karen. aap demo account mein jitne jyada hai practis karenge aapko utna jyada confidence improve hoga.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

                  ASSALAM o aalaikum g han friends ap ki baat bilkul thik hy min ap ki is baat sy agree hon agr forex treading mkn knowledge nahin ho ha ga hum confidence kaisy ag agr hami apni tread kk chang krna hy to hum kaisy krkn gy isis lia forex treading ka kaam kery ho knowledge ka hona bahut Zaroori hy agr knowledge ka hasil krnybko ignor krinn to knowledge sheenh ko bhool hi jainnagr jo forex min mhenat nahin kr sakta who kamyab bhi nahin ho sakta hamin kamyabi hony ka lia mhenat krni ho gi jo hamin knowledge ka sath confident bhi ata hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

                    hamy acha experience gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kamyabe hasail ho jy ge forex aik amm business ke nisbat acha buisness hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

                      agar hum forex main kam karny ka experience rakty hai to hamy is main kam karna chahey agar hum new trader hain to hamy start main muskil ho ge lykin har muskil ky bad asane hote hai hamy is main confidence or mehnat sy kam karna chahey hamy is main meyare or information wale posts karne chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ka knowledge nahi hoga to confidence kaisay aye ga

                        Assalamu Alaikum friend ji han bilkul theek kah rahe hain Agar hamare pass knowledge Nahin hoga to confidence bhi nahin aaega isiliye Hamen chahie ki Ham apni mehnat kam Karke Apna liye confidence barhaen aur Achcha carcinoid Express ke sath kam Karen

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X