<Be happy when you lose here>

No announcement yet.
`

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    humen trading men risk management or money management k sath chalna chaye kun k agar hum en cheezen ko mind men rakhen gay to humen ziada benefit ho ga or hum best way men trading kar saken gay so humen loss se ghabrna nhi chaye kun k loss b is business ka hisa hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      AGR ap is baat ko understand karain k lose or profit toa hr business main hota hai tia Phr hamari Zindagi main tension ki bajaye happiness aa sakti hai
      • #18 Collapse

        buhat kam trader asiay hotay hain jo kay is bat ko smjhtay hain kay forex main loss buhat hota hay lakin agar is loss ko zahan pay sawar kar kay trade ki jaye to ye or bhi khatarnaak trading hojati hay . or istarah say loss ki sharah barh jati hay
        • #19 Collapse

          ji bhai jaan agr aap ko loss be face krna par jaay tau aap tension naa len blky or kaam kren or uss loss ko pura krny ke try kren taa k aap acha sy acha earn kr sko dobra or profit hasil kr sko .
          • #20 Collapse

            g bahi bilkul theek kaha apne,aur hamen yahan har cheez ko positive lena chahiye , forex mein loss bhi apkli bohat ziyada madad karta hai aur ap ek achi learning bhi is se haasil karte ahin,aur phir wo mistake ap dobara kabhi bhi nahi karte , aur jo mistakes se seekh jaye to phir wo bara trader banta hai.
            • #21 Collapse

              g bhai ap theak to keh rahe hai waisay is ma humay loss k chances ziadya he hote hai maine is mai note kia ha and mai is mai daily learnign b karta hu
              • #22 Collapse

                My dear friend forex may ap ko loss face karna paray to dil ko cotah na karay or hard working karay ta kay ap ko next profit hasil ho is kay saat saat ye bih bataoo kay jitnay successful trader ha inwho nay pahlay loss kiay hotah ha
                • #23 Collapse

                  g han jab hamen is main se loss ho jaye to b hamen is main khush hi rehna chahye ku k agr ham khush na hon ge to hamen is main se r loss ho skta hai so hamen ye hi sochna chahye k loss b buseinss ka hi ak hisa hai.......
                   
                  • #24 Collapse

                    This loss is not the only way to get experience exchange trader is still unpleassant way. Forex traders should therefore learn from the good experience in foreign exchange demo account.
                    • #25 Collapse

                      Jahan tak mera tajurba he ke koi b loss krwa ker to khush nahi ho ga. Loss honay per hamari kefiat Boht ajeeb hoti he. but ager hum Himat nahi harte to hamaray hoslay ur buyland ho jatay hain.
                      • #26 Collapse

                        bhi jan ap ka sawla bohet he acha hey muje ap ka sawla bohet he acha lga hey ager ap trading me happy hey to ap ky laye bohet he acha hu ga
                        • #27 Collapse

                          ji han ap ny thek kha hai agr hamin ak acha trader banna hai to hamin apni losses par saad nai hona chyie bilky un losses sy learning gain karni chyie.
                          • #28 Collapse

                            agr loss ho bhi jay to bhi ap ko happy rehna chahiay kun k agr ap apna mud kharab kro gy to apka dil nhi kre ga trading krne ko or ap next chance jo k ap ko profit de skta he ap wo chance hath se gawa skte ho
                            • #29 Collapse

                              mje lagta hai kay hamein itna dukh nahi uthana chahiye jab hamein loss ka samna karna par jae ku kay profit loss bussniess mein laga hi rehta hai is liye itna mayus nahi ho jana chahiye bal kay agy bharny ki koshish karni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear hamain jab bhe loss ho to hamain sad feel nai karna chaye kyu k har loss main bhe hamary liye ek lesson hota hai so hamain chaye k hum us se learning karain and future main wo loss hamary bohat kaam ata hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X