Hamay Mehnat kartay rehna chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hamay Mehnat kartay rehna chaiye

    ASSALAM o aalaikum g han friends ap ki baat bilkul thik hy Pakistan forex min hamin chaye ka hum ha waqt mehnat krty rahin q k mehnat sy hi azmat hy hamin chaye ka hum forex min ziyada sy ziyada mehnat krin aur apny ap ko kamyab bna skin humin ka hum kisi bhi kaam lalach na krin balke dil khool ka mehnat krin q k ziyada mehnat hi insaan ko ziyada sy ziyada kamyab bna sakti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hamay Mehnat kartay rehna chaiye

      Aap nay theek kaha forex main hum ko mehnat krtay rhana chaiy hum jitni zayida mehnat say kaam krtay hai tu hum ko atni zayida kamyabi hoti hai hum mehnat karna chor datay hai tu hum kabi kamyabi hasal nahi Kar saktay iss Lia hum mehnat krtay rhay gay tu hum ko kamyabi bi hoti rhay gi

      اب آن لائن

      Working...
      X