Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

    bohat zyada posting ka km fyda hai lekin km posting main quality ka bohat fyeda hai ytu hamen and main quality dena zarory chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Aagar ye question ham apny app se pochy to hamy es ka jawab mil jaye ga key kia bahot zeyda posting karny ka koi faida ho sakta hay? mery khayal me es ka koi faida nahi ham ne jetna be bonus hasil kia hay har month bahot kam bonus bahot zeyda posting karny ki waja se hasil kia hay es ki waja ye hay key bahot zeyda posting karny par app ko thanks be bahot kam mil jaty hey, es se hamari posting rating low ho jati hay aur bonus me kami ajati hay.
      ji han bhai jaan Jitna Jyada posting ka fayda Nahin ke utna Hamen km posts Mein quality dene ka hai isliye Ham Sabko chahie hai ki agar Ham post kam karte hain lekin Hamen Unmai quality Jarur Dena chahie Kyunki Agar Hamare posts Mein quality hoga to hi Hamen Achcha bonus mil payega aur Hamen Jyada posting ki karne ki jarurat Nahin quality honi chahie per lekin km posts bhi chalen ge
      PAK ARMY ZINDA ABAD
      • #18 Collapse

        Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

        Asslam o Alaikum g han Dear brother jab ap forex pay kam kry gay tu us ki earning k lay ap ko zyda say zyda posty krna phrtii hy ku k ap zydaposty kary gay tu us say ap ko bonus ztda miky ga jab bonus zyda hoga tu us surat ap ki earning zyda hogie koi bhi kam bgr mahnat k nii hota humy kamyabi k lay srf or srf mahnat krna phrtii hy
        • #19 Collapse

          Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

          G fadia hota h posting krny py agr hum regular basis py work krty han or hum chahty han k humyn acha bonus mily humari earning achi ho to humyn chaya k hum regular apna kam krain bonus milta h humyn or wasy bi agr hum roz kam krty han to humyn us chez k knowldge milta h or hum bht kch seekha lyty han
          • #20 Collapse

            Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

            G brother pakistan forex main post just 50 hi kr sukhty hn .yani ak dn main 50 post as sy zyda humain loss ho sukhta hy .pr agr complete tavjo sy aour knowledge sy ya post ki jy jo to ya daily fifty post bi humain both acha bouns dy sukhti hn .
            • #21 Collapse

              Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

              G bilkul sai kaha hy post knowledge waly ho or thanksmiletu sb ka bonus acha ayga likn yahan koi b thanks ni dta is liye k thread ziada hoty hain bs apna task cmplt kr k off ho jaty hain ...senior ko chahye new members ko sai knowledge wale thread dy or tareeqe se samjhaye unka b faida humara b faida..forex b kamyab hum b kamyab .
              • #22 Collapse

                Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                Yes sirf bohot zyadah he nahi try krni chahye keh achi aur different bhi ho but zyadah tr threads forum PR same he dikhti Hain aur aise SB kren ge to bohot se threads PR km milen ge comment bhi
                • #23 Collapse

                  Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                  Jitna mera experience hay ap yahan jitna ziada posting karain gay utna ap ko ziada bonus hasil kar saktay hain lakin sath me ye bhe yaad rahay k ap ne achi quality or related posts karni hain ho sakta hay apko aik post ka itna bonus mil jaey jo apko 50 post karnay pe bhe na milay to apko apni posts ko mehnat k sath knowledge bana k post karna chaheay.
                  PAKISTAN ZINDABAAD
                  • #24 Collapse

                    Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                    Ji han aapki baat bhi theek hai ki Hamen Jyada posting Nahin Karni chahie forex business ke Kuchh rules hai usko follow karte hue Hamen trading karne chahie Hamara daily ka target 50 post aur 4 Threads Ka Hota Hai Hamen Apne ise target ko pura karna chahie aur acchi quality wali posting Karni chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Aagar ye question ham apny app se pochy to hamy es ka jawab mil jaye ga key kia bahot zeyda posting karny ka koi faida ho sakta hay? mery khayal me es ka koi faida nahi ham ne jetna be bonus hasil kia hay har month bahot kam bonus bahot zeyda posting karny ki waja se hasil kia hay es ki waja ye hay key bahot zeyda posting karny par app ko thanks be bahot kam mil jaty hey, es se hamari posting rating low ho jati hay aur bonus me kami ajati hay.
                      Jyada post karne ka fayda tabhi Hai Jab aap quality wali post bhi Karen agar aap quality wali post Nahin Karenge sirf Jyada Se Jyada post karne ki TRAI Karenge to aap ka bola tha Achcha Nahin Aane Wala
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #26 Collapse

                        Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                        Gee brohter jitny zaida post ho gi utna zaida bonus hi milta hai ab rules change ho gai ab ek post ka .20cent mile ga is liay daily 50limit post karo gai 300$ bonus ban jay ga pehlay bonus qismat par milta tha post ki quality k hisaab se udhar members fraud zaida kar rahay the jis par achay and buray members k hisaab se bonus nai mil raha tha ab ab bonus max kar diya hai ek post ka .20$ hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                          Dear friend Pak Forex forum mn ziyada Post kran ka bahut faida hy hamari pots jitni ziyada ho gi hum ko bonus bhi us ky mutabik hi miley ga but es bat ko mind mn rakhna chahiye ky agr hum pots kr rhay hain tu Post ki quality ka hona bahut hi important hy hum ko Pak Forex forum mn mhnat kran cahiey achy experience aur knowledge wali thread aur Posts create krni chahiye quality aur mayari Kam kran ho ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Kia bahot zeyda posting karny ka koi faida hay?

                            forum main bohut ziada posting nahi karni chaheay ap ki sba sy ziada focus ap ki quality pay hona chahea ager ap forum main new thread karna chaty hain tu ap ky mind main koi ne information aur acha knowledge hona chaheay aur ager ap kisi ko reply karty hain tu us main bhi ap nay thek say jwab dia hona chaheay ap ki post ki quality jab achi ho gee tab he ap ko bonus acha mil sakta hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X